Presenting you the Aagai Mustafa Ki Sawari MP3 Download in the beautiful voice of Zohaib Ashrafi. Play online or download Aa gai Mustafa Ki Sawari Naat in MP3 (Audio) for free.

Zohaib Ashrafi's Aagai Mustafa Ki Sawari is one of the best audio Naat, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Aa Gai Mustafa Ki Sawari Naat Lyrics

Khaliq Nay Apnay Nur Ka, Jalwa Dikha Diya, Sab Nur Ko Mila Kay Muhammad (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Bana Diya. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari, Apnay Ghar Ko Diloon Say Saja Lo, Day Rahay Hain Farishtay Salaami, Tum Duroodon Ki Mala Bana Lo. Apnay Mangtoon Ko Woh Paltay Hain, Woh Bhala Kis Ko Kab Taltay Hain, Sadqa Hasnain (Radi Allahu ‘Anhu) O Ghous Ul Wara (Rahimahu Llah) Ka, Ya Nabi (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Meri Jholi Mein Dalo. Ker Kay Naatoon Say Har Soon Charaghan, Youn Manayein Gay Jashnay Baharan, Aashiqo Aamad E Mustafa Hai, Deep Khushiyoon Kay Har Soun Jala Lo. Jin Kay Hathoon Main Hai Unka Daman, Naam E Ahmad Hai Jis Dil Ki Dharkan, Jo Hai Pehchan Hum Aashiqoon Ki, Jhoom Ker Unka Nara Laga Lo. Bakht Chamkein Gay Aik Din Hamaray, Dekh Lain Gay Woh Dilkash Nazaray, Aapko Jo Bhi Sab Say Hain Pyaray, Unkay Sadqay Main Hamko Bula Lo. Puray Ho Jayein Gay Unkay Armaan, Ker Rahay Hain Woh Bakhshish Ka Samaan, Jashn E Milad Ki Barkatoon Say, Apnay Qalb O Nazar Jagmaga Lo. Midhat E Mustafa Hi Kay Sadqay, Hain Moin Apnay Sab Kaam Bantay, Har Ghari Zikr Ho Mustafa Ka, Is Ko Apna Wazeefa Bana Lo. Dey Rahey Hain Farishtey Salaami Tum Duruudo Ki Maala Banaa Lo. Aagae Mustafa Ki Sawaari Apne Ghar Ko Diyo Sey Saga Lo. Aagai Mustafa Ki Sawari Naat MP3 Download Aa Gayi Mustafa Ki Sawari, Apnay Ghar Ko Diloon Say Saja Lo, Day Rahay Hain Farishtay Salaami, Tum Duroodon Ki Mala Bana Lo.

About Zohaib Ashrafi

Zohaib Ashrafi MP3 Naats

Zohaib Ashrafi is one of the famous young Naat Khawan of 2020. He recites many naats with a sweet voice for his audience. He appears in many TV shows but he loved it when performing in the ARY TV show ‘Shan E Meraj’ 2019 where he recites naat ‘Wo Jiske Liye Mehfil E Konain’. He is very much well-known in young peoples. May Allah gives him more life for the contribution to the Naat Khawani.

Listen online or download the huge collection of latest MP3 naats in the superb vocals of Zohaib Ashrafi