Presenting you the Sina Toot Gayi Hai Baba MP3 Download in the beautiful voice of Syed Muhammad Naqi Zaidi. Play online or download Sina Toot Gayi Hai Baba Noha in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Sina Toot Gayi Hai Baba Noha Lyrics In Urdu And Hindi.

Syed Muhammad Naqi Zaidi's Sina Toot Gayi Hai Baba is one of the best audio Noha, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Sina Toot Gayi Hai Baba Noha Lyrics

Sina Toot Gayi Hai Baba Noha MP3 Download

Peshwai: jab sawari se meda'n me akbar a.s giray Hath seenay pe rakhkar ye kehnay lagay Waqt mushkil hai malik tumhain sabr day Agaien dadi jannat se lenay mujhe. Astai: chand lamho'n me meri lash uthane ana Meray seenay me sina tootgai hai baba Sani: waqt e rukhsat hai meray haq me dua farmana Meray seenay me sina tootgai hai baba Antra: qatilo'n me hai yehi shor ke ham dekhaingay Sabr ahmad ke nawasay me bhala kitna hai Tum mujhe dekhke ghash khakay nahi girjana. Meri awaz ko sun sun ke chalay ana tum Phupi amma ko meri kuch nahi batlana tum Chand bacho'n ko magar sath me letay ana. Tumko taqleef jo deta hun to sharminda hun Me to bas aik zyarat ke liye zinda hun Aik bar aankay chehra to mujhe dikhlana. Tum meray bad hazaro'n me akelay hogay Soch ke rota hun kya kya na sitam dekhoge Meri mayyat pe tarapkar na mujhe tarpana. Meray janay se kamar tootgai kya baba Kya hua noor-e-nazar kyun nahi dikhta baba Thokrain kahkay hi ajao magar ajana. Meri phupiyo'n ko batana ke me qurban hua Wo magar dekh na paingi janaza mera Meray janay ka batana ye nahi batlana. Burhay kando'n se jawa'n lash nahi uthay agar Lotjana meray rukhsar pe bosa dekar Kuch bhi hojay magar lal se milnay ana. Meray mazloom meray pyas ke maray baba Meri aankhay tumhain lagjaain dua hai baba Bebasi hai ke tumhain chor ke ab hai jana. Karbala roti thi ye dekhkay zain or naqi No jawa'n lal ki maqtal se sada ati rahi Dam nikalta hai mera marne se pehlay ana.

Sina Toot Gayi Hai Baba Noha Credits

Naqi Zaidi | Sina Toot Gai Hai Baba | Nohay | 2024/1445 Kalam | Sina Toot Gai Hai Baba Recited | Syed Muhammad Naqi Zaidi Poetry | Syed Zen Jafri Composition | Syed Muhammad Naqi Zaidi Album | Hussain (A.S) Tujh Pe Salam (2024/1445) Year | 2024/1445 Hijri Audio | ODS Studio Mixing and Mastering | Muhammad Umar Qureshi Video | Riz Records Editor | Syed Qamarain Haidar Rizvi Creative | Syed Hassan Askari Zaidi (Zaidi Graphics) Digital Media Partner | Mobitising

About Syed Muhammad Naqi Zaidi

Syed Muhammad Naqi Zaidi made his debut in Noha Khuwani in 2017. His first kalam, "Gham Shah-e-Shahida Ka," was quite influential and impactful. His first big appearance was in the small city of Khairpur in Sindh, where he began his career. Currently, he resides in Karachi. Syed Muhammad Naqi Zaidi is a well-known reciter of Manqabats, Nohas, and Naats. He is famous for his Manqabats, Nohas, and Naats. He devotes all his time to Manqabat, Noha, and Naat recitation. To date, Syed Muhammad Naqi Zaidi has recited approximately 50 plus kalams. Some of his Nohas, such as "Sirat-e-Mustaqeem Karbala" in 2018 and "Sakhi Hussain (AS) Ka Matam" in 2019, were the most famous of that year. Listen online or dowload Huge collection of beautiful Nohay in the superb vocals of Syed Muhammad Naqi Zaidi