Kaba

Kaba MP3 Download

Kaba MP3 Naat By Danish Dawar

Listen online or download this beautiful Naat sharif in the beautiful voice of Danish Dawar.

Kaba is a Naat recited by Danish Dawar. Listen this Naat online or download in MP3 format from thenaatsharif.com

Kaba is one of the best MP3 Naat by Danish Dawar.

KABA (Official Naat Video) | Danish F Dar | Dawar Farooq | Ramzan Special | Best Naat | 2022

Kaba MP3 Download

To Download Kaba in MP3 format, please click on the below image.

Kaba MP3 Download

Kaba Lyrics

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhool gaya (X2)

Yun hoosh -0- khirad maflook hue

Dil zok -e- tamasha bhul gaya (X2)

Kaabe pe pdhi jab pehle nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya (X2)

Kaabe ki ronak kabe ka manzar

Allah hu akbar allah hu akbar

Dekhu toh dekhe jau barabar

Alllah hu akbar allah hu akbar

Pauucha jo haram ki chokht tak

Ik abr e karam ne gher liya (X2)

Baki na raha kuch fir hosh mujhe

Kya maanga kya kya bhul gaya (X2)

Kaabe pe padhi pe jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya

Tere karam ki kya baat maula

Tere haram ki kya baat maula

Ta umar kar de aana mukadar

Allah hu akbar Allah hu Akbar

Jis waqt dua ko haath uthe

Yaad aa na saka jo socha tha (X2)

Izhaar -e- aqeedat ki dhun mai

Izhaar -e- tamanna bhul gaya

Bheja hai jannat se tujhko khuda ne

Chuma hai tujhko khud mustafa ne

Ae sang-e-aswad tera mujaddar

Allah hu akbar Allah hu akbar

(Chorus)

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai dunia bhul gaya(X2)

Popular Tags

  • Kaba Mp3 Download
  • Download Kaba in Mp3
  • Danish Dawar Mp3 Naats
  • Download Danish Dawar Mp3 Naat “Kaba”