Presenting you the Sabse Pyara Nabi MP3 Download in the beautiful voice of Danish Dawar. Play online or download Sabse Pyara Nabi Naat in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Sabse Pyara Nabi Naat Lyrics In Urdu And Hindi.

Danish Dawar's Sabse Pyara Nabi is one of the best audio Naat, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Sabse Pyara Nabi Naat Lyrics

SABSE PYAARA NABI

Woh hai sabse pyaara nahi

Jiske hue bin dekhe sabhi

Jab husn tha unka jalva numa

Alvaar ka aalam kya hoga

Har koi fida bin dekhe hai

Didar ka alam kya hga

Ik simt ali ik simt umar

Siddique idhar usman udhar

In jag mag jag mag taron mai

Sarkar ka alam kya hoga

Har koi fida bin dekhe hai

Didar ka alam kya hoga

Jis waqt hleema ki godi

Anwar e khuda se roshan thi

Us waqt hleema daae ke

Ghr bar ka alam kya hga

Chahe toh ishare se apne

Kaya hi palat de duniya ki

Ye shan hai unke ghulamo ki

Sarkar kanalam kya hga

Sun sun ke sahaba ki baten

Mushrik imaan le aate the

Fir mere rasool e akram ke

Guftaar ka alam kya hga

Taiba se hawaye ati hain

Baikal io sukoon mil jta hai

Is paar ka jab ye alam hai

Us paar ka alam kya hoga

Kadmo mai jbeen ko rehne do

Chehre ka tasavur mushkil hai

Jab chand se roshan talwe hain

Rukhsar ka alam kya hoga

Jab husn tha unka jalwa numa

Anwar ka alam kya hoga

Har koi fida bin dekhe hai

Dedaar ka alam kya hoga

Gaflat se ham sabko bachane aa gya wo aa gaya

Noor Nabi ka dono jhan mai chha gaya hai chha gaya

Saare alam ko mehkaane aa gaya hai aa gaya

Sab ko raah e haq dikhaane aa gaya wo aagya

Apnaane ki hai sab ko zaroorat

Nabi ki sunat nabi ki seerat

Bas yahi hai wahid raah e jannat

Nabi ki sunat nahi ki seerat

Isi se roshan hogi turbat

Nabi ki sunat nabi ki seerat

Har taraf barse gi rehmat

Nabi ki sunat nabi ki seerat

Har kadam mai hogi barkat

Nabi ki sunat nabi ki serat

Sabse Pyara Nabi MP3 Download

About Danish Dawar

Listen online or dowload Huge collection of beautiful Naats, Qawwalies, Nohay, Manqabat and Nohay in the superb vocals of Danish Dawar