Presenting you the Sarkar Aa Rahe Hain MP3 Download in the beautiful voice of Owais Raza Qadri. Play online or download Sarkar Aa Rahe Hain Naat in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Sarkar Aa Rahe Hain Naat Lyrics In Urdu And Hindi.

Owais Raza Qadri's Sarkar Aa Rahe Hain is one of the best audio Naat, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Sarkar Aa Rahe Hain Naat Lyrics

Sallay ala Pukaro

Alla Humma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Sallay Ala Pukaro Sarkar Arahe Hain

Utho Aye Bay Saharo Sarkar Arahe Hain

Allahumma Salli Ala Sayyidina MuhammadinMaulood Ki Ghadi Hai Chalo Aamina Ke Ghar par

Aye Khuld ki Bharo Sarkar Arahe Hain

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Jo Mangna Hai Mango jo lena hain so lay lo

Duniya Ke tajdaro Sarkar Arahe Hain

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Purnoor hai Zamana Subhe Shabe Wiladat

Parda Utha hai kiska Subhe Shabe Wiladat

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Pyaare Rabbi ul Awwal Teri Jhalak ke Sadqay

Chamka Diya Naseeban Subhe Shabe wiladat

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Aaii na’ee hukoomat sikka naya chalay ga

Aalam Ne rang badla subhe shabe wiladat

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Nisar Teri Chehal Pehal par hazaroun eidain qurban Rabbi Ul Awwal

Siwae iblees ke jahan mein sabhi to khushiyan mana rahe hain

Allhumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Zamane Bhar ka yeh qa’ida hai ke jiska khana usi ka gana

to neimatain jin ki kharahe hain Unhi ke geet hum garahe hain

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Marhaban Marhaban Jaddal Hussaini Marhaban

Marhaban Marhaban Ya Nooral Ayni Marhaban

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Ya Habeebi Ya Muhammad Ya Aroosal Qafiqayn

Ya Mu’ayyad Ya Mumajjad Ya Imamal Qiblatayn

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Mumino Waqt e Adab Hai Amad e Mehboob-e-Rab Hai

Jai Adaabo Tarab hai Amad e Shah-e-Arab Hai

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Aamina Bibi Ka Jaya Barween Tareeq Aya

Subhe Sadiq ne sunaya Salawa Tullah Alayk

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Aamina Bibi Ke Gulshan Mein A’ee hai Taza Bahar

Padhte Hain Salla Alayk a Wa Sallam Aaj Daro Deewar

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Kaabay Ke Badrud Duja Tum Pe Karodoun Durood

Taiba Ke Shamsud Duha Tum Pe Karodoun Durood

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Subha Taiba Mein Hui Bat ta hai bada Noor Ka

Sadqa lay ne Noor Ka Aya Hai Taara Noor Ka

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Na Kyun Ara’ishain Karta Khuda duniya ke saaman mein

Tumhe Dulha Bana kar Bhejna tha Bazme Imkaan mein

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Saray Padho Durood Aaj Sarkaar Agaye

Duniya te do Jahanan De Muqtar Agaye

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Ya RasoolAllah ke Naare Se Hum Ko Pyaar Hai

Hum Ne yeh Naara lagay apna bida paar hai

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin

Sarkar Aa Rahe Hain Naat MP3 Download

About Owais Raza Qadri

"Owais Raza Qadri: The Melodious Voice of Devotion – Biography, Journey, and Naats at TheNaatSharif.com"

Introduction:

  • Owais Raza Qadri: The Crownless King of Sana Khawans.
  • Renowned for his melodious voice and unique expression of love for Prophet Muhammad Sallallahu Alayhi Wasallam.
  • Delve into the divine collection of Owais Raza Qadri's naats on TheNaatSharif.com.

Early Life and Education:

  • Born on 17th October 1969, in Pakistan.
  • Intermediate in academic qualifications.
  • Performances of Hajj and Umra, starting from 1992 and 1996 respectively.
  • His favorite country, apart from holy places, is Pakistan.
  • Preference for traditional attire – Shalwar Qameez.
  • My closest friend: is Mohammad Shoaib Qadri.
  • Favorite personality: AlaHazrat, Mujaddid-e-Din-o-Millat Imam Shah Ahmed Raza Khan Barelvi.

Personal Preferences:

  • Favorite dish: Bar B.Q.
  • Favorite colors: Black and white.
  • Rests after 8 a.m.
  • Fondness for Mehfil-e-Naats is now limited to one per night.
  • Currently working on a new album.
  • Unfulfilled wishes are kept confidential.

Family Life:

  • Married in 1994; has four children – two daughters and two sons.
  • Sons named Mohammad Anees Raza and Mohammad Afeef Raza.

Artistic Journey:

  • Started reciting naats at the age of 8.
  • Inspired by AlHaaj Yousuf Ashrafi (late).
  • No formal naat classes; learned from the companionship of "Ushaqaan-e-Rasool."
  • All naats, especially those by Ala-Hazrat Shah Ahmed Raza Khan Barelvi, are favorites.
  • The first album was released in 1983; numerous albums followed.

Global Presence:

  • Traveled to many countries, spreading the message of Islam and love for Prophet Muhammad.
  • Countries visited include Saudi Arabia, UAE, Tanzania, Malawi, Kenya, Syria, India, South Africa, UK, Zimbabwe, Canada, Kuwait, Iraq, Iran, Swaziland, Bangladesh, Botswana, Mapoto, Mauritius, USA, and China.

Future Plans:

  • No formalities for Mehfil-e-Naat bookings.
  • Privilege is given to areas promoting Islam.
  • Commitment to continue reciting naats and working for the path of Sala'at-o-Sunnat.

Advice to Naat Khawans:

  • Naat Khawani is Ibaadat – essential knowledge should be collected about each naat.
  • Ensure naats are not objectionable by Islamic Shariah; check with a learned scholar.
  • Be true and practical Muslims; follow Islamic practices consistently.
  • Addressing the young generation: Success lies in walking on the path guided by Allah and the Holy Prophet, avoiding the way of strangers, and believing in death.
  • Acquire adequate knowledge of Islam; recite at least one Ruku of the Holy Quran (Kanzul Eemaan) with translation.

Contribution to TheNaatSharif.com:

  • Witness the spiritual journey of Owais Raza Qadri through his mesmerizing naats, available for enthusiasts on TheNaatSharif.com.
  • Explore the divine collection and experience the essence of devotion and love for Prophet Muhammad.
Owais Raza Qadri Mp3 Naats

Owais Raza Qadri Naat And Album List

  1. Aa Gaye Mujdah Shafaat Ka Sunanay Walay
  2. Aa Kuch Suna De Ishq Ke Bolon Mein Aey Raza
  3. Aai Aqa Madni Aqa
  4. Aaj Aaye Nabiyon Ke Sardar
  5. Aap Ki Nisba
  6. Aarizey Shams O Qamar
  7. Aasio Ko Dur Tumhara Mil Gay
  8. Aasmaan Gar Terey Talwoonka
  9. Aaya Hai Bulawa Mujhay Darbar-E-Nabi Say
  10. Aaye Aaqa Madni Aaqa
  11. Ab Meri Nighaon Mein
  12. Abtar Thee Fiza
  13. Ahl-E-Sirat-E-Rooh-Ul-Ameen
  14. Aisa Tujhay Khaliq
  15. Aj Sik Mitran Di Wadheri Ae
  16. Ajab Karam Shahe-Wala
  17. Aleef Allah Chumbay Dee Booti
  18. Allah Allah
  19. Allah Allah Shah-E-Konain
  20. Allah Da Naam Layye
  21. Allah Hoo Allah Hoo Allah
  22. Allah Hu Dum Ba Dum Allah Hu
  23. Allah Humma Sallay Ala
  24. Allah Nabi Da Naam
  25. Allah Rabb-E-Mohammad
  26. Allaho Rabbo Mohammadin
  27. Allahu Allahu
  28. Allahu Dam Badam Allahu
  29. An Nabi Sallo Alayeh
  30. Apna Ghum Ya Shah-E-Anmbiya
  31. Arsh-E-Haq Hai Masnad-E-Riffat Rasool
  32. Arzo Sama Banay Hain
  33. As Subhu Bada Min Talatihee
  34. Aye Shafe Umame Shahe

Conclusion:

  • Immerse yourself in the soul-stirring naats of Owais Raza Qadri at TheNaatSharif.com, where his timeless devotion continues to resonate and inspire millions worldwide.