Presenting you the Yeh Banday Mittikay Banday MP3 Download in the beautiful voice of Ispr. Play online or download Yeh Banday Mittikay Banday Poem in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Yeh Banday Mittikay Banday Poem Lyrics In Urdu And Hindi.

Ispr's Yeh Banday Mittikay Banday is one of the best audio Poem, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Yeh Banday Mittikay Banday Poem Lyrics

Yeh Banday Mittikay Banday Poem MP3 Download

Pehlay Maan Se Kuch Pucha Hai, Paaon Mein Baap Ka Joota Hai

Kia Chaal Mein Khoob Rawani Hai, Kaandhay Pay Nayi Jawaani Hai

Jis Kaam Chalay Hain Chehray Say , Woh Kaam Zaroori Lagta Hai

Aankhon Mein Dekhaa Jab Us Nay, Paighaam Zaroori Lagta Hai

Kitna Piyara Hoga Woh Bhi, Jis Ke Liye Sara Karta Hai

Tera Hii Sahaara Hai Is Ko, Baaqi Ko Sahaara Karta Hai

Ye Bande Mitti Ke Bande, Ye Jhande Mitti Ke Jhande

Ye Jaaen Oonche Taarey Tak, Chaand Kay Paar Kinaray Tak

Ye Bande Mitti Ke Bande, Ye Jhande Mitti Ke Jhande

Ye Jaaen Oonche Taarey Tak, Chand Kay Paar Kinare Tak

Ye Banday Mitti Ke Bande

Ye Jhanday Mitti Ke Jhande

Baaz Paron Say Kab Urrta Hai, Baaz Ka Dil Hai Jo Urrta Hai

Taiz Hawaa Se Darna Kesa, Dil Hii Aisay Kab Marta Hai

In Kay Apnay Koi Naam Nahi, Ek Naam Ke Saarey Pakkay Hain

Har Ghar Mein In Kay Rehti Hai, Ek Maa Yeh Jis Kay Bache Hain

Jab Raat Akeli Ho Aaye, Yeh Tab Sooraj Kay Saath Rahay

Jab Mushkil Bhi Ho Ghabrayi, In Ke Haathon Mein Haath Rahay

Ye Bande Mitti Ke Bande, Ye Jhande Mitti Ke Jhande

Ye Jaaen Oonche Taarey Tak, Chand Kay Paar Kinare Tak

Ye Bande Mitti Ke Bande, Ye Jhande Mitti Ke Jhande

Ye Jaaen Oonche Taarey Tak, Chand Kay Paar Kinare Tak

Ye Bande Mitti Ke Bande, Ye Jhande Mitti Ke Jhande

About Ispr

Listen online or dowload Huge collection of beautiful Naats, Qawwalies, Nohay, Manqabat and Nohay in the superb vocals of Ispr