Manqabat Title | Ek Waris E Haider Hai |
---|---|
Manqabat Artist | Ali Akbar Ameen |
Click Here To Download Ek Waris E Haider Hai Lyrics |
**********************************
Ek Waris E Haider Hai Manqabat Lyrics In Urdu
Ek Waris E Haider Hai Jo Ghaib Say Aayega
Is Duar Ki Marhab Ki Aukat Bataega
Shabbir Ki Ek Majlis Kaab E May Bapa Hogi
Allah Ke Ghar Mai Bhi Ye Rasm Ada Hogi
Khud Farshe Aza Apne Hathon Say Bichaega
Kaabe Say Alam Lekar Ishaan Say Niklega
Qura’an Imamat Ka Juzdan Say Niklega
Tohid Ke Jalwo Mai Islam Nahaega
Islam Ke Phoolo Ki Parcham Mai Ladi Hogi
Ek Mashk Phairere Ke Siney Pa Padi Hogi
Pyaso Ki Shahadat Ka Ye Qarz Chukaega
Aajane Do Ghaibat Say Waris Ko Shahedo Ke
Od Jaengy Duniya Mai Khud Hosh Yazeedo Ke
Jub Hath Mai Haider Ki Talwar Othaega
Her Dil Mai Ziyarat Ke Arman
Badey Hongy
Isa Bhi JamaAt Ke Khahish Mai Khadey Hongy
Jub Apna Musalla Ye Pani Pa Bichaega
Her Ek Buari Say Dil Saaf Karega Ye
Khalik Ki Adalat Mai Insaf Karega Ye
Hai Baaghe Fidak Kiska Duniya Ko Bataega
Jo Door Hai Unko Bhi Nazdeek Bulalega
Haider Ke Mohibbo Ko Seene Say Laga Lega
Munkir Ko Wilayat Ke Ye Mooh Na Laegaga
Kirdar Ke Jalwo Ka Bazar Alag Hoga
Mehdi Ki Hukumat Ka Meyar Alag Hoga
Haq Charo Taraf Hoga Batil Mitjaega
Zalim Ke Lie Akhtar Duniya Mai Tabahi Hai
Sub Ahle Aza Akbar Mola Ke Sipahi Hai
Munkir Hai Jo Iska Vo Jannat Mai Na Jaega
Ek Waris E Haider Hai Lyrics
Ek Waris E Haider Hai is one of the best Manqabat by Ali Akbar Ameen.
You can listen this Manqabat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Ek Waris E Haider Hai
Read or download lyrics of Ek Waris E Haider Hai in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.