Naat Title | Faslon Ko Takalluf |
---|---|
Naat Artist | Waheed Zafar Qasmi |
Click Here To Download Faslon Ko Takalluf Lyrics |
Faslon Ko Takalluf Lyrics
Faslon Ko Takalluf Hai Hamse Agar
Ham Bhi Bebas Nahi Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se
Raste Me Agar Paaon Thak Jaayenge
Faslo Koh Takalluf Ha Hamse Agr
Ham Bhi Bebas Nahi Besahara Nahi
Hum Madine Me Tanha Nikal Jaayenge
Aur Galiyon Me Qasdan Bhatak Jaayenge
Ham Wahan Jake Wapas Nahi Ayenge
Dhoondhte Dhoondhte Log Thak Jaayenge
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega
Bandagi Ka Qarina Badal Jayega
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega
Bandagi Ka Qarina Badal Jayega
Sar Jhukane Ki Fursat Milegi Kise
Khud Hi Palkon Se Sajde Tapak Jaayenge
Naam-e-aaqa Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega
Naam-e-aaqa Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega
Noor Hi Noor Seeno Me Bhar Jayega
Sari Mahfil Me Jalwe Lapak Jaayenge
Ae Madine Ke Zayer Khuda Ke Liye
Dastan-e-safar Mujh Ko Yun Mat Suna
Baat Badh Jayegi Dil Tadap Jayega
Mere Muhtat Aansoo Chhalak Jaayenge
Unki Chashm-e-karam Ko Hai Is Ki Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shouq-e-safar
Hum Ko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Ke Darbar Tak Jaayenge
Faslon Ko Takalluf Hai Hamse Agar
Ham Bhi Bebas Nahi Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se
Raste Me Agar Paaon Thak Jaayenge
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics In Urdu
فاصلوں کو تکلف ہے ہم سے اگر
ہم بھی بے بس نہیں بے سہارا نہیں
خود ان ہی کو پکاریں گے ہم دور سے
، راستے میں اگر پاؤں تھک جائیں گے
جیسے ہی سبز گنبد نظر آئے گا
، بندگی کا قرینہ بدل جائے گا
سر جھکانے کی فرصت ملے گی کِسے ،
خو دہی آنکھوں سےسجدے سےٹپک جائیں گے
ہم وہاں جا کے واپس نہیں آئیں گے ،
ڈھونڈتے ڈھونڈتے لوگ تھک جائیں گے
نام ان کا جہاں بھی لیا جائیگا،
ذ کر ان کا جہاں بھی کیا جائیگا
نور ہی نورسینوں میں بھر جائیگا
ساری محفل میں جلوے لپک جائیں گے
ائے مدینے کے زائر ! خدا کے لیے
داستان سفر مجھ کو یوں مت سنا
دل تڑپ جائیگا، بات بڑھ جائیگی
میرے محتاط آنسوں چھلک جائیں گے
ان کی چشم کرم کو ہے اس کی خبر
کس مسافر کو ہے کتنا شوقِ سفر؟
ہم کو اقبال جب بھی اجازت ملی،
ہم بھی آقا کے دربار تک جائیں گے
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics In Hindi
फासलों को तकल्लुफ है हमसे अगर
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahi Be Sahara Nahi
खुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से
रास्ते में अगर पांव थक जाएंगे ।
Khud Unhi Ko Pukareiñge Hum Door Se
Raste Meiñ Agar Paaoñ Thak Jayeiñge
हम मदीने में तनहा निकल जाएंगे
और गलियों में क़सदन भटक जाएंगे
Hum Madine Mein Tanha Nikal Jayeiñge
Aur Galiyoñ Mein Qasdan Bhatak Jayeiñge
हम वहां जाके वापस नहीं आएंगे
ढूंढते -ढूंढते लोग थक जाएंगे ।
Hum Wahañ Jaake Wapis Nahi Aayeñge
Dhooñdte Dhooñdte Log Thak Jayeiñge
जैसे ही सब्ज गुंबद नज़र आएगा
बंदगी का क़रीना बदल जाएगा
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Aayega
Bandagi Ka Qareenah Badal Jayega
सर झुकाने की फुर्सत मिलेगी किसे
ख़ुद ही पलकों से सजदे टपक जाएंगे ।
Sar Jhukane Ki Fursat Milegi Kise
Khood Hi Palkoñ Se Sajde Tapak Jayeiñge
नामे आक़ जहां भी लिया जाएगा
जिक्र उनका जहां भी किया जाएगा
Naam Un Ka Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Un Ka Jahañ Bhi Kiya Jayega
नूर ही नूर सीनों में भर जाएगा
सारे महफिल में जलवे लपक जाएंगे ।
Noor Hi Noor Seenoñ Mein Bhar Jayega
Sari Mahfil Mein Jalwe Lapak Jayeiñge
ऐ मदीने के ज़ाइर ख़ुदा के लिए
दास्ताने सफ़र मुझको यूं मत सुना
Ai Madine Ke Zaair Khuda Ke Liye
Dastan e Safar Mujh Ko Yuñ Mat Suna
बात बढ़ जाएगी दिल तड़प जाएगा
मेरे मोहतात आंसू छलक जाएंगे ।
Baat Badh Jayegi Dil Tadap Jayega
Mere Mohtaat Aañsu Jhalak Jayeiñge
उनकी चश्मे करम को है इसकी ख़बर
किस मुसाफ़िर को है कितना शौक़ -ए सफ़र
Unki Chashm-e Karam Ko Hai Is Ki Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shauq-e Safar
हमको इक़बाल जब भी इजाज़त मिली
हम भी आक़ा के दरबार तक जाएंगे ।
Hum Ko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Ke Darbar Tak Jayeiñge
फासलों को तकल्लुफ है हमसे अगर
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahi Be Sahara Nahi
ख़ुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से
रास्ते में अगर पांव थक जाएंगे ।
Khud Unhi Ko Pukareiñge Hum Door Se
Raste Meiñ Agar Paaoñ Thak Jayeiñge
Faslon Ko Takalluf Hai Naat Lyrics Details
Title: Faslon Ko Takalluf Hai
Artist: Qari Waheed Zafar Qasmi
Album: Gulzar-e-Madine
Released Date: 2001
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics
Faslon Ko Takalluf is one of the best Naats by Waheed Zafar Qasmi. You can listen to this Naat online or download MP3 from this site.
Read or download Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar lyrics in Urdu, Hindi, and English.
Popular Tags
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.