Presenting you the Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar MP3 Download in the beautiful voice of Sibtain Haider. Play online or download Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar Qawwali in MP3 (Audio) for free.
Sibtain Haider’s Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar is one of the best audio Qawwali, which you can download at 320kbps by clicking the download button.
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar | Na Pehlay Tha Koi | Sibtain Haider | New Ramzan Special 2024
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar Qawwali Lyrics
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Syed Ul Ambiya Ke Barabar Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sayyed ul Ambiya Ke Barabar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Muhammad Ka Saani Muhammad Ka Hamsar
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Agar Hai Toh Ik Zaat Allah Ki Hai
Jo Zaat e Muhammad Se A’ala Hai Warna
Muhammad Se Aala Muhammad Se Badh Kar
Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Zulaikha Theeñ Jis Pe Fida Jaan o Dil Se
Wo Yusuf Bahut Khoobsurat the, Lekin
Rukhe Mustafa Se Haseeñ Roo e Anwar
Na Pehlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sare Mahboob Hain Kibriya Ke
Magar Ye Bhi Sach Hai Bajuz Mustafa Ke
Habib e Khuda Dono Aalam Ka Dilbar
Na Pahlay Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Badaayi Me Purnam Wo Baad Az Khuda Hain
Shahe Ambiya Hain Shahe Dosara Hain
Bashar Unke Rutbe Ka, Allah Ho Akbar !
Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Unsa, Na Pahle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.