Kalam Title Jazak Allah
Kalam Artist Salim Sulaiman
Click Here To Download Jazak Allah Lyrics

Jazak Allah Lyrics

Mushkil Ke Jo Pal Mein Koi Duaaon Ka De Sila,
Toh Dil Bole Jazaak Allah
Kaisi Bhi Aziyat Mein, Humko Rahein Na Koi Gila,
Toh Dil Bole Jazakallah. Kaho Dil Se Jazaakallah

Khushiyon Ka Koi Zariya Jo Bane
Sehraaon Mein Jaise Dariya Woh Bane
Allah Humko Zarf De Aur De Jazaa

Jazaakallah. Khair Rahe Sab Pe.
Jazakallah. Gair Bane Apne.
Niyat Se Hai Juda. Rehmat Ka Raasta.

JazakAllah. Khair Rahe Sab Pe.
Jaazakallah. Gair Bane Apne.
Zehmat Utha Zara, Neki Ka Vaasta

Antra
Sajda Karun Tera Oh Rab Ul Allamin
Tu Farmaega Karam Humko Hai Yakeen

Sajda Karu Tera O Rab Bul Aalamaaen
Kar De Ga Tu Karam Mujh Ko Hai Yaqeen

Teri Qudrat Ya Karim.
Teri Azmat Ya Rahim.
Minnaton Ko Khwahiykon Ko Kar Mukammal Ya Azim.

Jazakallah. Khair Rahe Sab Pe.
Jazakallah. Gair Bane Apne.
Niyat Se Hai Juda. Rehmat Ka Raasta.

Jazakallah. Khair Rahe Sab Pe.
Jazakallah. Gair Bane Apne.
Zehmat Utha Zara, Neki Ka Vaasta

Behte In Ashqon Ko,
Koi To Rokde Lillah
Toh Dil Bole Jazakallah.

Khushiyon Ka Koi Zariya Jo Bane
Sehraaon Mein Jaise Dariya Woh Bane
Allah Humko Zarf De Aur De Jazaa
Jazaak Allah


Jazak Allah Lyrics

Jazak Allah is one of the best Kalam by Salim Sulaiman.

You can listen this Kalam online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Jazak Allah

Read or download lyrics of Jazak Allah in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Jazak Allah Lyrics
  • Lyrics of Jazak Allah
  • Jazak Allah Lyrics Download
  • Download Lyrics of Jazak Allah
  • Jazak Allah Lyrics By Salim Sulaiman

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.