Noha Title | Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara |
---|---|
Noha Artist | Salim Husain (Raju) Shikarpur |
Click Here To Download Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara Lyrics |
Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara Lyrics
Ibne Muljim Ne Haider Ko Maara
Rozedaro Qayamat Ke Din Hai
Tumse Chut-ta Hai Maula Tumhara
Rozedaro Qayamat….
Sooni Qabre Rasoole Khuda Hai
Ghar May Zehra Ke Matam Buka Hai
Khaak Udaata Hai Hyder Ka Kunba
Rozedaro Qayamat….
Ibne Muljim Na Hyder Ko Mara
Aale Ahmed Pe Aafat Hai Aayi
Bekason Par Yateemi Hai Chaayi
Uthgaya Sar Se Hyder Ka Saaya
Rozedaro Qayamat….
Ibny Muljim Nay Haider Ko Maraa
Ghar May Khaaliq Ke Hyder Ko Maara
Janasheen E Payambar Ko Maara
Haye Sajde May Sarwar Ko Maara
Rozedaro Qayamat….
Ibne Muljim Ne Haider Ko Maara
Kyun Na Roye Ye Wo Gham Nahi Hai
Shab Ye Ashoor Se Kam Nahi Hai
Khuld May Bhi Ye Matam Hai Barpa
Rozedaro Qayamat….
Dil Hilaate Hai Zainab Ke Naale
Khaak Udaate Hai Sab Kunbe Waale
Uth Raha Hai Ali Ka Janaza
Rozedaro Qayamat….
Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara Noha Lyrics
Ibne Muljim Ne Haider Ko Mara is one of the best Noha by Salim Husain (Raju) Shikarpur.
You can listen to this Noha online or download MP3 from this site.
Read or download Ibne Muljim Ne Haider Ko MaraNoha Lyrics In Urdu, Roman Urdu, Hindi, and English from our site thenaatsharif.com
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.