Presenting you the Taweez E Hasan Noha in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Taweez E Hasan Noha Taweez E Hasan Noha Mesum Abbas. Lyrics In Urdu And Hindi.

Mesum Abbas's Taweez E Hasan Noha is one of the best audio Taweez E Hasan Noha Mesum Abbas., which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Taweez E Hasan Noha Taweez E Hasan Noha Mesum Abbas. Lyrics

Taweez E Hasan Noha Taweez E Hasan  Noha  Mesum Abbas. MP3 Download

Bhai Ko Bhai Yaad Aya..." Haye Hasan Haye Hussain Taweez e hasan jab qasim ne shabbir ko dikhlaya Bhai ko bhai yad aya Khat bhai ka parh kar roye Dil dard se tharraya Bhai ko bhai yad aya Taveez e Hasan jab Qasim ne Shabbir ko dikhlaya Bhai ko bhai yad aya 1). Ek pal ke liye nazro'n mein phira, bhai ki shahadat ka manzar kya bain kiye the behno'n ne, tha tasht mein tukre tukre jigar qasim ka kahi'n ye haal na ho, is baat ne tarpaya 2). Tehreer mein Shabbar ne ye kaha, taskeen e mohabbat de dena maqtal ki ijazat jab mange, qasim ko ijazat de dena tab noha kia aur Qasim ko, seene se liptaya 3). Khat parh ke ijazat di sheh ne, hathyar sajaye Qasim ne talwar laga kr patke mein, jauhar wo dikhaye Qasim ne sadqa jo utara Zainab ne, dil Shah ka bhar aya 4). Ghore se gira jab ibne hasan, maula ko pukara wa waila pahuche jo Shah e dee'n maqtal mein, pamal badan tha Qasim ka bhai ke pisar ko maula ne, is haal mein jab paya 5). Phir apni aba ke daman mein, Qasim ko sameta maula ne kis tarha uthau'n ye laasha ghazi ko pukara maula ne qasim ka sarapa tukro mein taqdeer ne dikhlaya 6). Khaime mein jo hi laaye laasha, sar ahle haram ne peet lia fizzah ne kaleja thaam lia, zainab ke labo'n par noha tha farwa ki taraf dekha sheh ne, aankho mein lahoo aya 7). Mesum wo qayamat ka manzar, tehreer mein laya hai Mazhar gathri ko jo hi khoola Sheh ne, saadat huye phir khaak basar ashko'n ko ali ka beta bhi, tab rok nahi paya. bhai ko bhai yad aya.. Taweez e Hasan jab Qasim ne Shabbir ko dikhlaya bhai ko bhai yad aya..

Related Tracks