Manqabat Title | Jab Mah E Ramzan Aata Hai |
---|---|
Manqabat Artist | Mesum Abbas |
Click Here To Download Jab Mah E Ramzan Aata Hai Lyrics |
Sab Ko Raah Dikhata Hai
Jab Mah E Ramzan Aata Hai (2)
Naik Amal Karne Ke Din Hai Khud Ko Naik Banao
Jin Ko Dukho’n Ne Ghair Liya Hai Un Ke Dard Mitao
Ek Paigham Sunata Hai
Dil Ke Zakhm Mitata Hai
2-Ramzan Ki Barkat Kiya Kehna
Allah Ki Rehmat Kiya Kehna
Sehri Ek Naimat Kiya Kehna
Dik Raat Ibadat Kiya Kehna
Kushiyan Eid Ki Lata Hai
Bichre Huwo’n Ko Milata Hai
Waqt Sehar Ho Ya Iftari Dastar Khuwan Bicha Kar
Farz Ibadat Karni Hai Bacho’n Ko Sath Mila Kar
Yun Adaab Sikhata Hai
Ulfat Pyaar Barhata Hai
Bhatke Huwe Ko Raah Dikhana Jhoot Se Nafrat Karna
Bhuko’n Ko Roti Pochana Muflis Ka Dum Bharna
Jo Allah Batata Hai
Us Raste Pe Chalata Hai
Subh Sawere Pehle Namazain Us Ke Bad Tilawat
Din Bhar Apna Rizq Kamana Aur Roze Ki Haalat
Jism Ko Pak Banata Hai
Rab Ki Yaad Dilata Hai
Maiyaar Ibadat Hai – Ramzan
Zehno Ki Taharat Hai – Ramzan
Sajdo’n Ki Riyazat Hai – Ramzan
Bakshish Ki Zamanat Hai – Ramzan
Dil Se Dil Ko Milata Hai
Jeena Hum Ko Seekhata Hai
Mazhar O Mesum Ek Mahina Saal Main Aesa Aaye
Bande Se Mabood Ka Rishta Jo Mazboot Banaye
Yaad Khuda Ki Lata Hai
Dil Sajde Main Jata Hai
Jab Mah E Ramzan Aata Hai Lyrics
Jab Mah E Ramzan Aata Hai is one of the best Manqabat by Mesum Abbas.
You can listen this Manqabat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Jab Mah E Ramzan Aata Hai
Read or download lyrics of Jab Mah E Ramzan Aata Hai in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.