Noha Title Azadari Rahegi
Noha Artist Mesum Abbas
Click Here To Download Azadari Rahegi Lyrics

Azadari Rahegi Lyrics

Imaa’n Ki Hararat Hai, Azadari E HUSSAIN
Islaam Ki Hurmat Hai
Azadari E HUSSAIN
Insaan Ki Zarurat Hai
Azadari E HUSSAIN
ZAINAB Ki Amanat Hai
Azadari E HUSSAINQadam Barhate Raho-HUSSAIN HUSSAIN
ALAM Uthate Raho-HUSSAIN HUSSAINCharagh E Ashk E Aza-HUSSAIN HUSSAIN
Yuhi Jalaye Raho-Yuhi Jalaye Raho

Na Andhiyo’n Se Daro
Na Zalimo’n Se Daro
Na Hadso’n Se Daro
Na Mushkilo’n Se Daro

ALAM Saja Ke Kaho
Farsh E Ghum Bicha Ke Kaho
ALI Ke Laal Se Ahd E Wafa Nibha Ke Kaho

Tere Gharane Se Wafadari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

1). Hum To Azal Se Hi Azadar Hain MAULA
Majlis O Matam Ke Talabgar Hain MAULA
Ankh Jo Duniya Mein Khuli Dekha Ye Manzar
Ghar Mein Azakhana Sajati Hui Madar
Wirsa Ye Mila HUSSAIN
Ghum Sath Raha HUSSAIN
Ye Ashk E Aza HUSSAIN
Matam Ki Sada HUSSAIN

Hashr Talak Ab Ye Talabgaari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

2). Raaho’n Mein Julooso’n Ke Sabilain Bhi Lagayein
Pani Bhi Azadaro Ko Sharbat Bhi Pilayein
Har Saal Teri Hazri Duniya Ko Khilayein
Bachcho Ko Teri Yad Mein Saqqa Bhi Banayein
Khidmat E Aza HUSSAIN
Hai Qarz Bara HUSSAIN
Hai Azm E Wafa HUSSAIN
Ho Sath Tera HUSSAIN

Har Saal Muharram Ki Ye Tayyari Rahegi
Maula Sada Teri Azadari Rahegi

HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA
HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA

3). Ye Ahle Aza Shan E Aza Aise Barhayein
Har Waqt Azadari Hai Bar Waqt Namzain
Mumkin Hi Nahi Sajde Mein Jab Sar Ko Jhukayein
Aye MAULA Hamain Sajde Tere Yad Na Ayein
Matam Bhi Tera-HUSSAIN
Sajda Bhi Tera-HUSSAIN
Kaaba Bhi Tera-HUSSAIN
Qibla Bhi Tera-HUSSAIN

Sath Namazo’n Ke Aza Jari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

4). Humne Wilayat Ka Jab Iqrar Kiya Tha
Binte MOHAMMAD Se Kiya Tha Yahi Wada
Apne Sabhi Ghum To Bhula Denge Magar Hum
Bhool Nahi Sakte Kabhi Majlis O Matam
Is Dil Ki Sada-HUSSAIN
Dharkan Ne Kaha-HUSSAIN
Seeno’n Mein Raha-HUSSAIN
Saanso Mein Basa-HUSSAIN

Saanso Mein Har Dam Ye Sada Jaari Rahegi.
Maula Sada Teri Azadari Rahegi

HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA
HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA

5). Humne Jo Bichhaya Hai
Ye Farshe Aza Ka Hai
Sajjad Ki Khwahish Hai
ZAINAB Ki Tamanna Hai

HUSSAIN…

Ye Ashk E Aza Kya Hai
Bakhshish Ka Wasila Hai
Rumal Mein Zehra Ke
Zeenat Ye Hi Banta Hai

Ankho Se Ye Nehre Aza Jaari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA
HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA

6) Tehzeeb E Azadari Sikhate Hain Azadar
Bachcho Ko Alamdari Sikhate Hain Azadar
Mimbar Se Wafadari Sikhate Hain Azadar
Behno’n Ko Hayadari Sikhate Hain Azadar
Naslo’n Mein Chale-HUSSAIN
Ye Dars Tere-HUSSAIN
Humne Jo Sune-HUSSAIN
Humne Jo Diye-HUSSAIN

Yuhi Dilo’n Par Teri Sardari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

7). MAULA Ye TABOOT ALAM JHOOLA AMARI
Pani Ki Sabilain Bhi Nishani Hai Tumhari
Duldul Ka Julooso’n Mein Safar Ab Bhi Hai Jaari
Kuch Or Nahi Bas Yahi Daulat Hai Hamari
Nisbat Se Teri-HUSSAIN
Qismat Ye Mili-HUSSAIN
Bhoole Na Kabhi-HUSSAIN
Ye Seena Zani-HUSSAIN

Humne ALAM Paya Alamdari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

8) MESUM O MAZHAR To Yahi Kehte Rahege
MAULA Tere Ghum Ke Sabab Jeete Rahege
Nauhe Teri Yad Mein Hum Parhte Rahege
Ankh Se Ye Ashk E Aza Behte Rahege
Bas Ye Hai Dua-HUSSAIN
Aye Jo Qaza-HUSSAIN
Ho Lab Pe Saja-HUSSAIN
Ek Naam Tera-HUSSAIN

Jaan Se Barh Kar Ye Hamain Pyari Rahegi
MAULA Sada Teri Azadari Rahegi

Tu Sabka Nigehbaan
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
Tu Natiq E QUR’AAN
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
Tu Deen Ki Pehchan
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
ZEHRA Ka Dil O Jaan
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN

JAAN HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN

Tu Sabr Ki Deewar
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
Tu Zabt Ki Talwar
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
Tu Kufr Pe Yalghar
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN
Tu Bar Sare Paikaar
HUSSAIN JAAN HUSSAIN JAAN


Azadari Rahegi Mesum Abbas Lyrics

Azadari Rahegi is one of the best Noha by Mesum Abbas.

You can listen to this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the Azadari Rahegi Noha Lyrics In Urdu Written Text, Roman Urdu, Hindi, And English Translation.

Popular Tags

  • Azadari Rahe gi Lyrics
  • Lyrics of Azadari Rahegi
  • Azadari Rahegi Lyrics Download
  • Download Lyrics of Azadari Rahegi
  • Azadari Rahegi Lyrics By Mesum Abbas

About Mesum Abbas

Mesum Abbas Nohay MP3 Download

Are you looking for Mesum Abbas Nohay MP3 Download? Presenting you the Mesum Abbas All noha new and old from 2000 to 2023 which you can download in mp3. [caption id="" align="aligncenter" width="225"]Mesum Abbas Nohay MP3 Free Download 2024 Mesum Abbas Mp3 Noha Download 2024[/caption]

Mesum Abbas Nohay List

Our site has a huge collection of mesum abbas audio nohay which you can easily download in mp3(320kbps) for free. here is the list of mesum abbas top noha.
  1. Aey Alamdar-e-Haram
  2. Hussain Ya Hussain
  3. Labbaik Ya Hussain
  4. Ya Ali Madad
  5. Zainab Bibi Ujar Gayi Hai
  6. Ayyam-e-Fatima (s.a)
  7. Karbala Karbala
  8. Bibi Zainab (s.a) Ka Bachpan
  9. Haye Sakina (s.a)
  10. Abbas (a.s) Tere Dar Sa
  11. Aun o Muhammad (a.s)
  12. Farhan ki Shadi Hai
  13. Ali (a.s) Mola
  14. Sughra (s.a) Ka Janaza
  15. Balochistan Karbala Hai
  16. Sakina (s.a) Ki Sada
  17. Yeh Gham Hai Mera
  18. Nana Aba (a.s) Ki Duain
  19. Ghazi (a.s) Ka Alam
  20. Aey Shaam Ki Hawa
  21. Abbas (a.s) Ke Lashkar
  22. Mera Qasim (a.s) Hai
  23. Aey Ro Karbala
  24. Sakina (s.a) Roothi Hai
  25. Alamdar (a.s) Ko Hamara Salaam
  26. Haye Ali Akbar (a.s)
  27. Labbaik Ya Zainab (s.a)
  28. Asghar (a.s) Ka Bachpan
  29. Zahra (s.a) Ki Kya Baat Hai
  30. Chalte Hain Karbala
  31. Aey Bibi Zainab (s.a) Tere Khutay
  32. Mere Hussain (a.s) Tujhe Salam
  33. Ali Akbar (a.s) Tera Chehra
  34. Ya Zainab (s.a) Ya Zainab (s.a)
  35. Karbala Ka Darya
  36. Abbas (a.s) Teri Behnon Ka Hai Saya
  37. Shaam-e-Gharibaan
  38. Sakina (s.a) Ujar Gayi Hai
  39. Aey Pani, Aey Pani
  40. Aey Maa Tujhe Salaam
  41. Zainab (s.a) Ki Awaz Hai
  42. Aey Karbala Ke Khooni Shor
  43. Hussain (a.s) Yaad Aata Hai
  44. Sughra (s.a) Ka Lasha
  45. Aey Alamdar-e-Wafa
  46. Qasim (a.s) Teri Ankhon Ka
  47. Aey Ro Karbala Ke Dariya
  48. Shaam-e-Ghareeban Ki Sada
  49. Sakina (s.a) Ki Beti Hai
  50. Aey Zainab (s.a) Tera Qasim (a.s) Aaya
  51. Aey Hussaina (s.a) Madina
  52. Zainab (s.a) Ka Alam Sajaya Hai
  53. Ali Asghar (a.s) Ka Bachpan
  54. Aey Sakina (s.a) Ke Laal
  55. Abbas (a.s) Teri Maqtal Mein
  56. Bibi Fatima (s.a) Ke Akbar (a.s)
  57. Aey Hussain (a.s) Teri Azan
  58. Qasim (a.s) Ki Qurbani
  59. Aey Zahra (s.a) Ke Baba
  60. Ya Rab Koi Masooma (s.a) Ka

About Mesum Abbas

Mesum Abbas, as he is known professionally, is a renowned Muslim artist who recites Noha about the tragedies of the Prophet Muhammad's family (Ahlulbayt). On this page, you will find the list of best Noha's in the superb vocals of Mesum Abbas.

Introduction:

Step into the world of nohas, where Mesum Abbas, a distinguished Muslim artist, lends his voice to express the profound grief surrounding the tragedy of Husayn ibn Ali in the Battle of Karbala. Nohas, in the context of Shia views, are elegies that commemorate the sacrifices of Ahlulbayt, the Prophet Muhammad's family. Join us on a journey to explore the significance of nohas, the artist Mesum Abbas, and the convenient platform for enthusiasts – TheNaatSharif.com.
  1. Understanding Nohas and Their Meaning:

    • Nohas are special songs or elegies that tell the sorrowful story of Husayn ibn Ali and the Battle of Karbala.
    • In Shia views, nohas serve as a way to remember and express deep emotions about the tragedies faced by the Prophet Muhammad's family.
  2. Marsiya, Noha, and Soaz: Expressions of Grief:

    • Marsiya is a broader category that includes forms of expression like Nohas and Soaz, which translates to lamentation.
    • Together, these elements create a powerful means of conveying grief, deeply rooted in the historical and social context of pre-Islamic Arabic and Persian culture.
  3. Meet Mesum Abbas: The Voice of Sorrow:

    • Mesum Abbas, a well-known Muslim artist, is recognized for his heartfelt recitations of Nohas.
    • Professionally, he channels his talent into creating moving renditions that reflect the pain and sacrifices of Ahlulbayt.
  4. A Dedicated Artist's Profile:

    • Mesum Abbas, also known by his professional name, is not only a talented artist but also a devout Muslim.
    • Through his nohas, he aims to connect with listeners emotionally and spiritually, making them feel the grief and sorrow associated with the events of Karbala.
  5. Mesum Abbas on TheNaatSharif.com: A Melodic Haven:

    • Experience the emotional resonance of Mesum Abbas's nohas by visiting TheNaatSharif.com.
    • The website provides a user-friendly platform for enthusiasts to explore and download multiple nohas in mp3 format, making it a go-to destination for those seeking spiritual solace.
  6. Mesum Abbas's Contribution to Noha Khawani:

    • Mesum Abbas, through his nohas, contributes significantly to the tradition of noha khawani, continuing the legacy of expressing grief through melody.
    • His renditions have garnered appreciation from audiences globally, creating a profound impact on those who listen.
  7. Conclusion: Mesum Abbas's Nohas – A Melody of Remembrance:

    • Mesum Abbas's nohas stand as a melodious tribute to the enduring legacy of Ahlulbayt and the tragic events of Karbala.
    • Explore the heartfelt renditions on TheNaatSharif.com, where the artist's dedication and talent harmonize with the convenience of the online platform.
In the realm of nohas, Mesum Abbas emerges as a beacon of artistic brilliance, and TheNaatSharif.com becomes the perfect avenue for enthusiasts to connect with his soul-stirring renditions.