Hamd Title | Noor E Azal |
---|---|
Hamd Artist | Atif Aslam And Abida Parveen |
Click Here To Download Noor E Azal Lyrics |
Jahaan Bhi Main Dekhun
Andhera Bada Hai
Jahaan Bhi Main Jaaun
Woh Rasta Kada Hai
Hamesha Dilon Ko
Dilon Se Jo Jode
Wahi Ik Mohabbat Ka Rishta Bada Hai
Aye Khuda Jaaun Kahan?
Gumshuda Mera Jahaan
Mere Maula Saath De
Mera Haath Thaam Le
Tera Umda Mushkilon Mein Hai Ghira
Noor-e-azal Noor-e Khuda
Dono Jahaano Ki Ziya
Aage Toh Chal
Yahi Sadaa
Roshan Kare Rasta Tera
Maula Mann Ko Noor Se Bhar De
Maula Mann Ko Noor Se Bhar De
Meri Rooh Ko Noor Se Bhar De
Meri Raah Ko Noor Se Bhar De
Noor-e-azal Noor-e-Khuda
Noor E Azal Noor E Khuda
Maula Mann Ko Noor Se Bhar De
Maula Mann Ko Noor Se Bhar De
Tere Noor Hi Ka Jamaal Hai
Jo Hai Kainaat Mein Har Jagah
Tere Noor Hi Ka Kamaal Hai
Ke Chamak Uthe Meri Har Dua
Tera Noor Hi Toh Jameel Hai
Tera Noor Hi Toh Kareem Hai
Tera Noor Hi Toh Ghafoor Hai
Tera Noor Hi Toh Raheem Hai
Bas Tera Noor Bas Tera Noor
Tera Noor Noor Noor
Nur E Azaal Nur E Khuda
Maula Mann Ko Noor Se Bharde
Maula Mann Ko Noor Se Bharde
Meri Rooh Ko Noor Se Bharde
Meri Raah Ko Noor Se Bharde
Maula Mann Ko Noor Se Bharde
Maula Mann Ko Noor Se Bharde
Dhoom Tana Na Na Dhoom Tanna Na Na
Tere Na Tere Na Tere Na Bedara Terena
Tere Na Tere Na Tere Na Bedara Terena
YA Lalai Ya Lali Ya Lailai
Noor Azal Noor Khuda
Noor A Azal Noor A Khuda
Aye Khuda Roshan Johaan
Paas Hai Teri Ataa
Yeh Jo Teri Simt Se
Chali Mauj Noor Ki
Huyi Puri Roshni Ki Har Dua
Noor-e-azal Noor-e Khuda
Har Pal Rahe Roshan Sada
*************************
Noor E Azal Lyrics Information
Artist : Atif Aslam And Abida Parveen.
Released Date: 8 Step 2017
Noor E Azal Lyrics
Noor E Azal is one of the best Hamd by Atif Aslam And Abida Parveen.
You can listen this Hamd online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Noor E Azal
Read or download lyrics of Noor E Azal in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.