Naat Title Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh
Naat Artist Laiba Fatima
Click Here To Download Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics

Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naats Lyrics In Urdu

*****************************************
سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی
سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی
سب سے بالاو والا ہمارا نبی
جھ گیئں جس کے آگے سبھی مشعلیں
شمع وہ لے کہ آیا ہمارا نبی

خلق سے اولیا اولیاسے رسل
اور رسولوں سے اعلیٰ ہمارا نبی

جیسےسب کا خدا ایک ہےایسے ہی
ان کا ان کا تمہارا ہمارا نبی
ون دیتاہے دینے کو منہ چاہیئے
دینے والا ہے سچا ہمارا نبی

جنکے تلووں کا دھوون ہے آب حیات
ہے وہ جان مسیحا ہمارا نبی

قرنوں بدلی رسولوں کی ہوتی رہی
چاندبدلی کا نکلا ہمارا نبی

**************************************

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naat In Roman Urdu

Sabse Aula Wo A’ala Hamara Nabi (saw)
Sabse Baala Wo Waala Hamara Nabi (saw)

Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi (saw)
Dono A’alam Ka Dulha Hamara Nabi (saw)

Bazme Aakhir Ka Shamae Faraouza Hua
Noor-E-Awwal Ka Jalwah Hamara Nabi (saw)

Bujh Gayi Jiske Aage Sabhi Mashaley
Shama’a Woh Le Kar Aaya Hamara Nabi (saw)

Sabsy Aula O Alaw Hamara Nabi (saw)
Sabse Baala O Waala Hamara Nabi (saw)

Jiske Talwon Ka Dhovan Hai Aabe Hayaat
Hain Wo Jaane Maseeha Hamara Nabi(saw)

Khalq Se Auliyah, Auliyah Se Rasool,
Aur Rasoolon Se A’ala Hamara Nabi (saw)

Husn Khaata Hain Jinke Namak Ki Qasam
Woh Maleehe Dilaara Hamara Hamara Nabi (saw)

Zikr Sab Pheeke Jab Tak Na Mazkur Ho
Namakeen Husn Waala Hamara Nabi(saw)

Sab Say Aula O Aala Hamara Nabi (saw)
Sab Say Baala Wo Waala Hamara Nabi (saw)

Jiski Do Boond Hain Kausaer O Salsabeel
Hain Wo Rehmat Ka Dariya Hamara Nabi(saw)

Jaise Sab Ka Khuda Aik Hai Waise Hi,
Inka Unka Tumhara Hamara Nabi (saw)

Karno Badli Rasoolo Ki Hoti Rahi
Chaand Badli Ka Nikla Hamara Nabi (saw)

Kaun Deeta Hain Dene Ko Muh Chahiye
Deene Waala Hai Sachha Hamara Nabi (saw)

Saare Achhon Me Achha Samajhiye Jise,
Hain Us Achhe Se Achha Hamara Nabi (saw)

Kya Khabar Kitne Taare Khile Chup Gaye
Par Na Doobe Na Dooba Hamara Nabi (saw)

Mulke Qaunain Mein Ambiya Taajdaar
Taajdaro Ka Aaqa Hamara Nabi (saw)

La Makaa Tak Ujalaj Hai Jisko Wo Hain
Har Makaa Ka Ujala Hamara Nabi (saw)

Saare Uncho Mein Uncha Samajhiye Jise
Hai Uss Unche Se Uncha Hamara Nabi (saw)

Sab Chamak Waale Ujhlo Me Chamka Kiye
Andhe Sheesho Mein Chamka Hamara Nabi (saw)

Gamzado Ko Raza Mushda-Di-Je Ke Hain
Be-Kasoon Ka Sahara Hamara Nabi(saw)

**************************************
Sabse Aala O Aala Hamara Nabi Naat By Laiba Fatima.

Listen And Download This Beautiful Mp3 Naat Sharif Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naats By Laiba Fatima.

Download Sabse Aala O Aala Hamara Nabi Mp3 From Our Site Thenaatsharif.com

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naats Lyrics In Urdu,roman Urdum,and Hindi.

This Audio Of Sabse Aala O Aala Hamara Nabi Dono Aalam Ka Dulha Hamara Nabi With Lyrics Form Our Site.

Sabse Aala O Aala Hamara Nabi Naat Mp3 With Lyrics In Urdu, English, And Roman Urdu.

سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی Naat By Laiba Fatima.

Sab Sy Awala O Aula Hamara Nabi Ringtone Download To Persoanlize Your Iphone Or Andriod Device.


Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics

Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh is one of the best Naat by Laiba Fatima.

You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh

Read or download lyrics of Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics
  • Lyrics of Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh
  • Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics Download
  • Download Lyrics of Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh
  • Sahibe Taj Woh Shahe Meraj Woh Lyrics By Laiba Fatima

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.