Noha Title | Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam |
---|---|
Noha Artist | Ghulam Mustafa Qadri |
Click Here To Download Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam Lyrics |
Badshah Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Mere Hussain Tujhe Salaam
Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain
Jisko Ko Dhoke Se Kufe Bulaya Gaya
Jisko Ko Baithe Bithaye Sataya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salam, Mere Hussain Tujhe Salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jisne Haqq Karbala Mein Adaa Kar Diya
Apne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya
Jis Ko Teero Se Chalni Karaya Gaya
Jisko Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam,
Mere Hussain Tujhe Salaam,
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Jis Ka Jannat Se Joda Mangaya Gaya
Jis Ko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jis Ko Doshe Nabi Par Bithaya Gaya
Jiske Bhai Ko Zeher Pilaya Gaya
Jisko Ke Bachcho Ko Pyasa Rulaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakho Salaam
Mere Hussain Tujhe Salaam,
Mere Hussain Tujhe Salaam,
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Kar Chuka Woh Abhi Apni Hujjat Tamam
Le Ke Allah Aur Apne Nana Ka Naam
Kufiyon Ko Sunaye Khuda Ke Kalaam
Aur Fida Hogaya, Shah E Aali Makaam
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Mere Hussain Tujhe Salam,
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain.
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam Lyrics
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam is one of the best Noha by Ghulam Mustafa Qadri.
You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Read or download lyrics of Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.