Kalam Title Mojza Kitna Nirala Yeh Hua
Kalam Artist Ghulam Mustafa Qadri
Click Here To Download Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics

Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics

Meraj Ko Chala Duula
Meeraj Ko Chla Dhuula

Mairaaaj
Mehraaaaj

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meraj Main
Mojza Ktna Niraala Yeh Hua Meraaj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main
Lamakan Ponchay Habib E Kibriya Meraaj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meraj Main
Mojaza Kitna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Beeni Beeni Thi Hawa Aur Rang E Julshan Tha Khila
Beeni Beeni Thi Hawa Aur Rang E Julshan Tha Khilla

Koyal O Bulbul Bhi Thy Naghma Sara Meraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraj Main

Mehraj Ha Meray Aaqa Ki
Mehraj Ha Meray Aaqa Ki

Pyaary Aaqa K Qadam Par Hazrat E Jibraeil Ny
Pyaary Aaqa K Qadam Par Hazrat E Jibraeil Ny

Apny Noorani Labo Ko Rakh Dia Mehraj Main
Rakh Dia Mehraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraaj Main

Mehraj Ko Chla Dhuula
Meeraj Ko Chla Dhula

Har Taraf Shaadi Rachi Hai Har Koi Ha Shadmaan
Har Taraf Shaadi Rachi Hai Har Koi Ha Shadmaa

Aaj Mehboob E Khuda Dhuula Bna Mehraj Main
Dhuula Bna Mehraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraj Main
Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraaj Main

Jaaan E Eman Jaan E Insaan Ki Salaami K Liay
Jaaan E Eman Jaan E Insaan Ki Salami K Lia

Aasman Par Muntazir Thy Anmbiaa Mehraj Main
Anmbiaa Mehraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Meeraj Ha Meray Aaqa Ki
Meeraj Ha Meray Aaqa Ki

Hoor Ghilmaan Aur Farishtay Marhaba Kehny Lagay
Hoor Ghilmaan Aur Farishtay Marhaba Kehny Lagay

Jiss Gari Ponchay Falak Par Mustafa Meeraj Main
Mustafa Meeraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Meeraj Ko Chala Dhuula
Meeraj Ko Chala Dhula

Pesh Kar K Apna Kaanda Paa Gaye Aala Maqaam
Paish Kar K Apna Kaanda Paa Gaye Aala Maqam

Ghous E Azam Peshwaah E Olyaa E Meeraj Main
Olyaa E Meeraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main
Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Hum Gunagaaro Sy Ktna Pyaar Ha Sarkar Ko
Hum Gunahgaaro Sy Kitna Pyaar Ha Sarkar Ko

Aap Ny Haq Main Hmaary Ki Dua Mahraj Main
Ki Dua Mahraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Meeraj Ha Meray Aaqa Ki
Mehraj Ha Meray Aaqa Ki

Zaat E Rab Aur Zaat E Pak E Mustafa K Darmyaan
Zaat E Rab Aur Zaat E Pak E Mustafa K Darmiyaan

Kon Jaaany Kis Qadr Thaa Faasla Meeraj Main
Faasla Meeraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Meraj Ko Chla Dhuula
Mehraj Ko Chla Dhula

Ruk Gaye Sidra Py Jaa K Hazrat E Rooh Ul Ameen
Ruk Gaye Sidra Py Jaa K Hazrat E Rooh Ul Amin

Sidra Sy Aagy Gya Noor E Khuda Mehraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraj Main
Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Mehraaj Main

Garm Bistar Bhi Raha, Zanjeer Bhi Hilti Rahi
Garm Bistar B Raha, Zanjeer B Hilti Rahi

Aana Jaana Mustafa Ka Youn Hua Mehraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meeraj Main

Mahraj Hai Meray Aaqa Ki
Mehraj Hai Meray Aaqa Ki

Chaand Taaro Ko Ae Aasim Naaz Tha Khud Par Bra
Chaand Taaro Ko Aye Asim Naaz Tha Khud Par Bra

Aa Gaye Wohi Nabi K Zair E Paa Meraj Main

Mojza Ktna Nirala Yeh Hua Meraj Main

Meraj Ko Chala Dhuula
Meraj Ko Chala Dhula


Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics

Mojza Kitna Nirala Yeh Hua is one of the best Kalam by Ghulam Mustafa Qadri.

You can listen this Kalam online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Mojza Kitna Nirala Yeh Hua

Read or download lyrics of Mojza Kitna Nirala Yeh Hua in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics
  • Lyrics of Mojza Kitna Nirala Yeh Hua
  • Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics Download
  • Download Lyrics of Mojza Kitna Nirala Yeh Hua
  • Mojza Kitna Nirala Yeh Hua Lyrics By Ghulam Mustafa Qadri

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.