Naat Title | Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah |
---|---|
Naat Artist | Ghulam Mustafa Qadri |
Click Here To Download Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Lyrics |
***************************************
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Hum Ko Bulana Ya Habib Allah Kabhi To Sabz Gumbad Ka Ujala Hum Bhi Dekhein Ge
Hamein Bulwaein Gay Aaqa Madina Hum Bhi Dekhein Ge
Dhadak Uthay Ga Yeh Dil Ya Dharakna Bhool Jaye Ga
Dil E Bismil Ka Us Dar Par Tamasha Hum Bhi Dekhain Ge
Adab Say Hath Bandhay Unkay Rozay Per Kharay Houn Ge
Sunehri Jaliyoon Ka Youn Nazara Hum Bhi Dekhein Ge.
Dar E Dolat Say Loutaya Nahin Jata Koi Khali
Wahan Khairat Ka Batna Khudaya Hum Bhi Dekhein Ge
Barasti Gunbad E Khazra Say Takrati Hoi Boundein
Vahan Per Shaan Say Barish Barasna Hum Bhi Dekhein Ge
Guzaray Raat Din Apnay Isi Umeed Per Hum Nay
Kisi Din To Jamal E Ruey Zaiba Hum Bhi Dekhein Ge
Dam E Rukhsat Qadam Maan Bhar Kay Hein Mehsoos Kertay Hain
Kisay Hai Jakay Lout Aanay Ka Yara Hum Bhi Dekhein Gae
Puhanch Jayein Gay Jis Din Aie Ujagar Unkay Qadmoon Main
Kisay Kehtay Hain Janat Ka Nazarah Hum Bhi Dekhein Ge
************************************
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Mp3 Naat By Ghulam Mustafa Qadri.
Listen And Download This Beautiful Naat Sharif Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah By Ghulam Mustafa Qadri.
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Lyrics Mp3 Download Written In Urdu, Hinidi Roman Urdu And English.
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Naat Download Audio With Lyrics Form Our Site Thenaatsharif.com
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah Lyrics
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah is one of the best Naat by Ghulam Mustafa Qadri.
You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah
Read or download lyrics of Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.