Qawwali Title Teri Soorat Nigahon Mein
Qawwali Artist Aziz Mian
Click Here To Download Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics

Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics

Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics

Terī Sūrat Nigāhoñ Meñ Phirtī Rahe Ishq Terā Satā.e To Maiñ Kyā Karūñ

Koī Itnā To Aa Kar Batā De Mujhe Jab Tirī Yaad Aa.e To Maiñ Kyā Karūñ

Maiñ Ne ḳhāk-e-nasheman Ko Bose Diye Aur Ye Kah Ke Bhī Dil Ko Samjhā Liyā

āshiyāna Banānā Mirā Kaam Thā Koī Bijlī Girā.e To Maiñ Kyā Karūñ

Maiñ Ne Māñgī Thī Ye Masjidoñ Meñ Duā Maiñ Jise Chāhtā Huuñ Vo Mujh Ko Mile

Jo Mirā Farz Thā Maiñ Ne Puurā Kiyā Ab ḳhudā Hī Na Chāhe To Maiñ Kyā Karūñ

Shauq Piine Kā Mujh Ko Ziyāda Na Thā Tark-e-tauba Kā Koī Irāda Na Thā

Maiñ Sharābī Nahīñ Mujh Ko Tohmat Na Do Vo Nazar Se Pilā.e To Maiñ Kyā Karūñ

Husn Aur Ishq Donoñ Meñ Tafrīq Hai Par Inhīñ Donoñ Pe Merā īmān Hai

Gar ḳhudā RuuTh Jaa.e To Sajde Karūñ Aur Sanam RuuTh Jaa.e To Maiñ Kyā Karūñ

Chashm-e-sāqī Se Piine Ko Maiñ Jo Gayā Pārsā.ī Kā Merī Bharam Khul Gayā

Ban Rahā Hai Jahāñ Meñ Tamāshā Mirā Hosh Mujh Ko Na Aa.e To Maiñ Kyā Karūñ


Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics

Teri Soorat Nigahon Mein is one of the best Qawwali by Aziz Mian.

You can listen this Qawwali online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Teri Soorat Nigahon Mein

Read or download lyrics of Teri Soorat Nigahon Mein in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics
  • Lyrics of Teri Soorat Nigahon Mein
  • Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics Download
  • Download Lyrics of Teri Soorat Nigahon Mein
  • Teri Soorat Nigahon Mein Lyrics By Aziz Mian

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.