Noha Title | Zainab Giri Hai Ameer Hasan |
---|---|
Noha Artist | Ameer Hasan Aamir |
Click Here To Download Zainab Giri Hai Ameer Hasan Lyrics |
Hatho Ka Girte Waqt Sahara Liye Bina
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Bazoo Bandhe Hue H Dilafgaar Kya Kre
Koi Nhi H Be Kaso Lachar Kya Kre
Na Mahramo Ka Majma H Or Sr Bhi H Khula
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Naqe Ki Vo Balando O Unchaayi Al Ama
Taqdeer Kis Maqam P Le Ayi Al Ama
Beti Ali O Fatema Zehra Ki Mahlaqa
Zainab Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Bhai Bahn M Thi Vo Mohabbat Na Poochiye
Bandhva Diye Ha Hath Jo Bhai K Kat Gaye
Sr Pr Laga Jo Gurz To Zainab Ha Be Rida
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Hai Hai Sitam Vo Ho Gya Ik Nazneen Pr
Naqe Se Mu K Bal Giri A Kr Zameen Pr
Tharra Raha Tha Arsh Larazti Thi Krbala
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Ab Kon H Jo Aan K Dharas Bandhayega
Jalti Hui Zameen Se Akr Uthayega
Abbas H Na Qasimo Akbar Sa Mahlaqa
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Jakrha Hua H Berhi M Ye Abide Hazi
Baba Ki Lash Dekh K Mar Jaye N Kahi
Dekha Ju Hi Mareez Ka Chehra Bujha Hua
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Ai Bibi Syeda Zara Tashreef Laiye
Beti Ko Apni God M Akr Uthaiye
Jalti Hui Zamee Pe Bicha Dijiye Rida
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Lafzo M Ainee Kaise Musibat Likhe Koi
Aamir Vo Rassiyon Se Kalayee Bandhi Hui
Girte Hue Zaba P Ali Ya Ali Hi Tha
Zainb Giri H Naqe Se Abbas Ki Trha
Zainab Giri Hai Ameer Hasan Lyrics
Zainab Giri Hai Ameer Hasan is one of the best Noha by Ameer Hasan Aamir.
You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Zainab Giri Hai Ameer Hasan
Read or download lyrics of Zainab Giri Hai Ameer Hasan in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.