Naat Title | Tere Sadqe Mein Aaqa |
---|---|
Naat Artist | Allama Hafiz Bilal Qadri |
Click Here To Download Tere Sadqe Mein Aaqa Lyrics |
Tere Sadqe Mein Aaqa Sare Jahan Ko Deen Mila
Be Deenon Ne Kalma Pada La Ilaha IllallahHasbi Rabbi Jallalallah Mafee Qalbi Gayrullah
Noore Muhammad Sallalallah La Ilaha IllallahSimte Nabi Bu Jahal Gaya Aaqa Se Usne Ye Kaha
Gar Ho Nabi Batlao Zara Meri Muthi Me Hai KyaAaqa Ka Farman Hua Aur Fazle Rehman Hua
Muthi Se Pathar Bola La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah Maafi Qalbi Ghairullah
Noor E Muhammad Sallallah La Ilaha Illallah
Apni Bahen Se Bole Umar Yeh To Bata Kya Karti Thi
Mere Aane Se Pehle Kya Chupke Chupke Padti Thi
Bahen Ne Jab Quran Padha Sunke Qalam E Paak E Khuda
Dil Yeh Umar Ka Bol Utha La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah Maafi Qalbi Ghairullah
Noor E Muhammad Sallallah La Ilaha Illallah
Woh Joh Bilal E Habshi Hein Sarwar E Deen Ka Pyaara Hai
Duniya Ke Har Aashiq Ki Aankhon Ka Woh Taara Hai
Zulm Huwe Kitne Unpar Seene Pe Rakha Pathar
Fir Bhi Lab Pe Jaari Tha Lailaha Illalallah
Hasbi Rabbi Jallallah Maafi Qalbi Ghairullah
Noor E Muhammad Sallallah La Ilaha Illallah
Duniya Ke Insan Sabhi Shirk O Bid’at Karte The
Rab Ke The Bande Fir Bhi Buth Ki Ibadat Karte The
Buth Khaane Hai Tharraye Mere Nabi Hai Jab Aaye
Kehne Lagi Makhlooq E Khuda La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah Maafi Qalbi Ghairullah
Noor E Muhammad Sallallah La Ilaha Illallah
Gulshan Kalma Padte Hai Chidiya Kalma Padti Hai
Duniya Ki Makhlooq Sabhi Zikr Khuda Ka Karti Hai
Kehte Sabhi Hai Jinn O Bashar Kehta Shajar Hai Kehta Hajar
Kehta Hai Patta Patta La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah Maafi Qalbi Ghairullah
Noor E Muhammad Sallallah La Ilaha Illallah
Tere Sadqe Mein Aaqa Lyrics
Tere Sadqe Mein Aaqa is one of the best Naat by Allama Hafiz Bilal Qadri.
You can listen to this Naat online or download it in MP3 from this site.
You can also read or download the Tere Sadqe Mein Aaqa Lyrics In Urdu, Hindi, And English Free From our Site.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.