Sanson Ki Mala Pe
Listen online or download Sanson Ki Mala Pe Qawwali in MP3 by Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali MP3 Download
Sanson Ki Mala Pe Qawwali Lyrics
Sanson ki mala pe…
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
(Sanson ki mala pe simron main pi ka naam)
Simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Apne mann ki main jaanu aur pi ke mann ki raam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Yehi meri bandagi hai, yehi meri pooja
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
(Sanson ki mala pe…)
(Sanson ki mala pe simron main pi ka naam)
Sanson ki mala pe, sanson ki mala pe, sanson ki mala pe
Simron main, simron main, simron main pi ka naam**
Ek ka saajan mandir mein
Aur ek ka preetam masjid mein
Par main…
Prem ke rang mein aisi doobi…
Prem ke rang mein aisi doobi…
Prem ke rang mein aisi doobi, ban gaya aik hi roop
Prem ke rang mein aisi doobi, ban gaya aik hi roop
Prem ki mala japte japte aap bani main Shyaam
(Sanson ki mala pe simron main pi ka naam)
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
(Sanson ki mala pe…)
(Sanson ki mala pe simron main pi ka naam)**
Hum aur nahi kuchh kaam ke
Matware pi ke naam ke
Har dam…
Preetam ka kuchh dosh nahi hai…
(Preetam ka kuchh dosh nahi hai…)
(Preetam ka kuchh dosh nahi hai…)
Preetam ka kuchh dosh nahi hai, woh to hai nirdosh
(Preetam ka kuchh dosh nahi hai, woh to hai nirdosh)
Apne aap se baatein karke ho gayi main badnaam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe, sanson ki mala pe, sanson ki mala pe
Simron main, simron main, simron main pi ka naam
Sanson ki mala pe simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Simron main pi ka naam
Disclaimer: All audio Tracks shared on thenaatsharif.com are uploaded with permission from their rightful copyright owners. If you believe any of your copyrighted material appears here without authorization, please reach out with a copyright complaint, and we will remove it right away.
