Presenting you the Janum Ali Ali MP3 Download in the beautiful voice of Nadeem Sarwar. Play online or download Janum Ali Ali Noha in MP3 (Audio) for free. On this page you will also get Janum Ali Ali Noha Lyrics In Urdu And Hindi.

Nadeem Sarwar's Janum Ali Ali is one of the best audio Noha, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Janum Ali Ali Noha Lyrics

Janum Ali Ali MP3 Download

Ali..

Har Dam Har Dam Ku Baku Ya Ali Ya Ali Ya Ali..(2)

Sadiq O Bawafa Manam, Dum Hamadam Ali Ali

Har Dam Har Dam Ku Baku, Ya Ali Ya Ali Ya Ali

Ashiq E Murtaza Manam, Dam Hamadam Ali Ali

Har Dam Ku Baku, Ya Ali Ya Ali Ya Ali

Hai Aqeeda Mera Yehi Hai Wazeefa Mera Yehi

Salwat Bar Muhammad Durood Bar Maula Ali

Ya Ali.. Ya Ali..

Ya Ali, Kaash Mera Ishq Asar Dikhlaye

Ya Ali.. Ya Ali..

Ya Ali, Kaash Mera Ishq Asar Dikhlaye

Jin Se Hai Pyaar Tumhein Un Mein Jagah Mil Jaye

Mai Yeh Samjhunga..(2)

Mai Yeh Samjhunga Mujhe Mil Gai Manzil Maula

Aap Ke Dar Ke Faqeero'n Mein Jo Naam Aa Jaye

Janam Ali Ali, Janum Ali Ali ,Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Qasam Allah Ki Mera To Wazeefa Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Dil Ki Dharhkan Mein Bhi Dhak Dhak Ke Dhadakta Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Door Talak Ba Khuda Door Talak

Goonjti Hai Yeh Sada Ali Ali Ali Ali Maula Ali

Hum Se Poocho Keh Ali Maula Se Milta Kya Hai

Hum Faqeero'n Ka Ali Walo'n Ka Rasta Kya Hai

Apne Sardar Se Nokar Ka Yeh Rishta Kya Hai

Nokri Chhorh Dun Haider Ki To Bachta Kya Hai

Jis Pe Allah Ho Meharban Use Milta Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Bol Ali Bol, Bol Ali Bol

Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Asadullah, Wali ullah, Ayatullah, Ali Ameer ul Momineen

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Kitna Aala O Zabardast Yeh Naara Hai Ali

Jab Lage Nara To Lagta Hai Garajta Hai Ali

Sadqe Is Naam Ke Yeh Naam Hi Aisa Hai Ali

Bol Ali Bol Ali Bol Wazeefa Hai Ali

Kya Muqaddar Hai Hamara Keh Hamara Hai Ali

Janum Ali Ali ,Janum Ali Ali

Qasam Allah Ki Mera To Wazeefa Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Dil Ki Dharhkan Mein Bhi Dhak Dhak Ky Dhadakta Hai Ali

Janum Ali Ali, Janam Ali Ali

Door Talak Ba Khuda Door Talak

Goonjti Hai Yeh Sada Ali Ali Ali Ali Maula Ali

Ishq Haider Ka Yaqeenan Yeh Sila Deta Hai

Apne Aashiq Ko Yeh Darwaish Bana Deta Hai

Aalam E Zaat Mein Ek Rang Charha Deta Hai

Phir Yehi Ishq Muhammad Se Mila Deta Hai

Jo Khuda Tak Hamein Le Jaye Woh Rasta Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Bol Ali Bol, Bol Ali Bol

Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Ali Ali Ali Ali..(4)

Bol Ali Bol, Bol Ali Bol

Kya Khabar Kis Ko Pata Kitna Hai Anmol Ali

Be Khabar Aql Ke Meezan Pe Mat Tol Ali

Apni Saanso'n Mein Wazeefo'n Mein Tu Bas Bol Ali

Beth Maula Ke Faqeero'n Mein Zara Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol

Bol Ali Bol, Bol Ali Bol

Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Mai Jahan Jaun Mere Sath Hi Rehta Hai Ali

Mere Ghar Mein Bhi Sawari Mein Bhi Hota Hai Ali

Baat Karta Hun To Baato'n Mein Bhi Milta Hai Ali

Meri Tanhai Ki Khamoshi Ko Sunta Hai Ali

Mera Eema'n Hai Mere Sath Hamesha Hai Ali

Janam Ali Ali Janam Ali Ali

Qasam Allah Ki Mera To Wazeefa Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Dil Ki Dharkhan Mein Bhi Dhak Dhak ke Dhadakta Hai Ali

Janam Ali Ali, Janum Ali Ali

Door Talak Ba Khuda Door Talak

Goonjti Hai Yeh Sada Ali Ali Ali Ali Maula Ali

Ghar Ali Ka Hi Sada Deen Ke Kam Aaya Hai

Khoo'n Ali Ka Hi Sar e Karbobala Bikhra Hai

Woh Hussain Akbar O Asghar Woh Alam Wala Hai

Goonjta Aaj Bhi Zainab Ka Yehi Khutba Hai

Ibn E Marjana Yeh Sun Le Mera Baba Hai Ali

Janum Ali Ali Janum Ali Ali

Bol Ali Bol, Bol Ali Bol

Bol Ali Bol Ali Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Asadullah, Waliullah, Ayatullah, Ali Ameer ul momineen

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Ya Ali Aap Ko Sadmo'n Se Guzarta Dekha

Apne Hi Shehr Mein Maula Tumhein Tanha Dekha

Fatima Zehra Ko Rote Hi Hamesha Dekha

Waar Talwar Ka Tum Par Sar E Sajda Dekha

Ba Khuda Aaj Bhi Turbat Mein Tadapta Hai Ali

Janum Ali Ali, Janum Ali Ali

Door Talak Ba Khuda Door Talak

Goonjti Hai Yeh Sada Ali Ali Ali Ali Maula Ali

Ali

Asaduallh Ali Ali

Waliullah Ali Ali

Ali

Ali Ali Ali Ali..(4)

Shah E Shariatam Ali

Peer E Tariqatam Ali

Haq Ba Haqeeqatam Ali

Ali Ali Ali Ali..(2)

Noor E Wilayatam Ali

Sham E Hidayatam Ali

Jaan E Risalatam Ali

Ali Ali Ali Ali..(2)

Ali Ali Ya Ali Ali

Naaz E Haram .. Ali Ali

Deen Ka Bharam .. Ali Ali

Dast E Karam .. Ali Ali

Ishq E Manam .. Ali Ali

Jaan O Dilam .. Ali Ali

Zor E Qalam .. Ali Ali

Shah E Manam .. Ali Ali

Naaz E Haram .. Ali Ali

Ishq E Manam .. Ali Ali

Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Bol Ali Bol Ali

Ya Ali.. Ya Ali..

About Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download

Providing you the Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download which you can play online or download for free. Our Site has Nadeem Sarwar all Nohay Audio on one page. Download Nadeem Sarwar Old Nohay or New Noha In mp3(320kbps) click on the download button which is available under the audio player in every noha post. [caption id="" align="aligncenter" width="219"]Nadeem Sarwar Noha MP3 Download Nadeem Sarwar Noha Download[/caption]

Nadeem Sarwar All Nohay List

Here is the list of Nadeem Sarwar all nohay (1982 - 2024) which he records throughout his life.

Nadeem Sarwar Noha 2023

  • Hoga Ya Hussain
  • Rok Na Tu Rahwar
  • Hazrat E Abbas
  • Hussain Akela Hai
  • Janum Ya Ali

Nadeem Sarwar Noha 2022

  • Hazrat Imam Hussain AS
  • Aey Neher E Alqama
  • Alam Bardar
  • Chalta Rahe Karwan
  • Mazloom Hussain Ki Humsheera

Nadeem Sarwar Noha 2021

  • Labbaik Ya Hussain
  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Main Hussain Hoon
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Ya Ali Madad
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Zainab(a.s) Bibi
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2020

  • Hussain Zindabad
  • Waarisa-e-Madina
  • Labbaik Ya Zainab (s.a)
  • Shah Ast Hussain
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Haidar Haidar
  • Ae Azeem Ya Shaheeda
  • Aey Alam Afrashtey
  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Aye Meray Hussain (a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2019

  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Dua Karo Kay Zainab(a.s) Jab
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Haider(a.s) Maula
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhay
  • Ali(a.s) Maula Ali(a.s)
  • Na Ro Zainab(a.s)
  • Labbaik Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah

Nadeem Sarwar Noha List 2018

  • Salutations
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah
  • Farhan Ali Waris Nohay 2018 - Ana Ali(a.s) Bin Hussain(a.s)
  • Maula(a.s) Ya Salli Wa Sallim
  • Ya Habibi(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Haider(a.s) Mola(a.s)
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Yeh Gurbat e Ali(a.s) Hai
  • Hussain(a.s) Karbala Mein

Nadeem Sarwar Noha 2017

  • Ae Hussaini Maola
  • Bismillah
  • Fizza Ye Watan
  • Labbaik Ya Hussain
  • Dua e Sayyida (S.A)
  • Aey Alamdar-e-Wafa
  • Aey Qaid e Azam Tere Des Mein
  • Ya Hussain Ibn-e-Ali
  • Aey Alam Afrashtey
  • Zawar e Hussain (A.S)

Nadeem Sarwar Noha 2016

  • Abbas (AS) Tere Dar Sa
  • Aye Alam Afrashte
  • Allah Ho Akbar
  • Maula Zawar Bana Dey
  • Ghazi (AS) Kay Wasiqay
  • Haye Qasim (AS)
  • Khuda Khair Karay
  • Pyare Nabi Ka Nawasa
  • Aey Mere Baba Jan (AS)
  • Zindabad Ya Hussain (AS)

Nadeem Sarwar Noha 2015

  • Haider Maula
  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Hai Mazloom Hussain(a.s)
  • Dua Karo Kay Zainab(s.a) Jab
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Meray Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha 2014

  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Fizza(a.s) Zehra(a.s)
  • Aye Alam Afrashtey
  • Haye Haye Qasim(a.s)
  • Ya Rab Koi Masooma(a.s) Zindaan Mein
  • Pyaasa Hai Sakina(a.s)
  • Zainab(a.s) Ka Hai Arman
  • Aey Alam Afrashtey
  • Karbala Mashallah
  • Mere Hussain(a.s) Tujhe Salaam

Nadeem Sarwar Noha 2013

  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Ya Ali Madad
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s) - Safar-e-Hussain(a.s)
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Bismillah
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Main Rahun Ya Na Rahun
  • Dua e Sayyida(s.a)
  • Ae Alam Afrashtey
  • Zainab(s.a) Ka Hai Arman

Nadeem Sarwar Noha List 2012

  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Mera Sehriyan Wala Akbar(a.s)
  • Hussain(a.s) Karbala Mein
  • Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Aey Alam Afrashtey
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2011

  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Shah Ast Hussain
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Aey Alam Afrashtey
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Mere Hussain(a.s)
  • Hussain(a.s) Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2010

  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Alam Afrashtey
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Aey Habib(a.s) Mere
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Haider Maula
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal

Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar is a world-popular Noha Khwaan from Karachi, Pakistan, a Naat, Manqabat reciter, and poet. Sarwar rose to fame in the early 1980s when his Nohas became popular around the world which earned him international recognition and popularity amongst Shia Muslims. His recitation is popular in Asian and Muslim countries wherever the Shia or Suni community lives. Sarwar started reciting Noha when he was just four along with his mother and from there he has never looked back. He has released several singles during the course of his career and most of them are popular to this date. His recitation comprises Kalaams of renowned poets like Rehan Azmi, Mir Anis, and Mirza Dabeer. His two sons are also famous reciters. His Noha is usually recited and listed by millions of Muslims during the month of Muharram. His major part of Noha collections is in Urdu but he has also recited in other languages like Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. When it comes to his early life, not much is known in terms of Nadeemโ€™s family, siblings, and childhood. His parents are Syed Asrar Hussain Rizvi and Syeda Nargis Khatoon Heโ€™s married and has three children; two sons โ€“Ali Shanawar and Ali Jee Sarwar and one daughter. Details about his wife are unknown. Nadeem has recited in different languages such as Urdu, Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. Sarwar has recited Nauha in many different ways Matam like Persian Matam, Arabic Matam, Quetta Matam, Parachanar Matam, Afghan Matam, Sariki Matam, Punjabi Matam, Sindhi Matam, Hyderabad Dakkan Matam, Khoja Shia Ithna Asheri Saf Matam. Nadeem Sarwar has recited a total of 179 Kalaam up to date. He has traveled worldwide to promote Azadari, including Pakistan, India, UAE, the Middle East, Europe, the USA, The UK, and Canada.