Ye Shehr e Mustafa Hai Madina Kareem Hai
Listen online or download Ye Shehr e Mustafa Hai Madina Kareem Hai Naat in MP3 by Syed Hassan Ullah Hussaini
Ye Shehr e Mustafa Hai Madina Kareem Hai Naat Lyrics
Madina… Madina…
Madina… Madina…
Aye shehar-e-bemisaal, tere baam-o-dar ki khair
Aye husn-e-laa-zawaal, tere baam-o-dar ki khair
Yeh shehar Mustafa hai, Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Kyun na kareem ho ke yeh Aaqa-e-Kareem ka maskan
Jo ban gaya hai maskan, jo ban gaya hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Phaila ke apni baahein bulaata hai baar-baar
Rehmat ka daiyah hai, rehmat ka daiyah hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Lab kholne se pehle hi Aaqa ne de diya
Mera bhi yeh yaqeen hai, mera bhi yeh yaqeen hai—Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Shehar-e-Mustafa hai Madina kareem hai
Dekho Batoool-e-Paak ke roz se aaj bhi
Kya noor baṭ raha hai, kya noor baṭ raha hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Hasnain khelte the yahan, chaand si zameen par
Yeh dar dare-e-Awla hai, yeh dar dare-e-Awla hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Mujh par Ameer-e-Tayyba ne aisa karam kiya
Phir izz mil gaya hai, phir izz mil gaya hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Yeh shehar Mustafa hai Madina kareem hai
Ya Rasool Allah…
Hai yeh jafa laajawaab, karam be-misaal hai
Mujh jaisa aa gaya hai, mujh jaisa aa gaya hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
London, Dubai, Sydney, Paris nahin… nahin…
Dil jis pe mar mita hai, dil jis pe mar mita hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Kya maangu Mustafa se—ujagar dili muraad
Sab kuch to mil gaya hai, sab kuch to mil gaya hai Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai—Madina kareem hai
Shehar Mustafa hai tu Madina kareem hai
Sab ko nibha raha hai tu Madina kareem hai
Disclaimer: All audio Tracks shared on thenaatsharif.com are uploaded with permission from their rightful copyright owners. If you believe any of your copyrighted material appears here without authorization, please reach out with a copyright complaint, and we will remove it right away.
