Kash Main Aqsa Ka Basi Hota
Listen online or download Kash Main Aqsa Ka Basi Hota Nasheed in MP3 by Anas Nazeer & Nasheed MP3
Kash Main Aqsa Ka Basi Hota Nasheed Lyrics
Aqsaa… Aqsaa… Aqsaa… Aqsaa…
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Ya to main Masjid-e-Aqsaa ka minaara hota
Ya usi pyari si masjid ki main jaali hota

Ya to main Qibla-e-Awwal ka chiraagh aata hota
Ya main uss mein bani ek atari hota
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Ya Falasteen mein girti hui baarish hota
Ya usi sheher ke dariya ka paani hota
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Yateem ka saaya is mitti ka hota
Ya to main roz ka iftaar hota
Ya main shahadat ka ghazi hota
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Ya to is sheher-e-muqaddas ka sharaab hota
Na kam az sharaabi hota
Ya Falasteen ke maikhane ka saaqi hota
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Main kahaan is sheher ki mitti hota
Ya to main Masjid-e-Aqsaa ka minaara hota
Ya usi pyari si masjid ki main jaali hota
Kaash mein yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main maati hota
Disclaimer: All audio Naats shared on thenaatsharif.com are uploaded with permission from their rightful copyright owners. If you believe any of your copyrighted material appears here without authorization, please reach out with a copyright complaint, and we will remove it right away.