Aye Zahra Ke Baba

Listen online or download Aye Zahra Ke Baba Noha in MP3 by Mir Hasan Mir & Noha MP3

Aye Zahra Ke Baba Noha Lyrics

Haaye Zahra

Zara

Haaye Zahra

Zahra… Zahra… Zahra…

Ae Zahra ke Baba,

Ae Shaah-e-Madina,

Yun beti ko teri

Sataya gaya hai.

Zahra ke Baba,

Shaah-e-Madina,

Beti ko teri

Sataya gaya hai.

Shikasta hai pehlu,

Shikasta hai baazu,

Lahoo Fatima ka

BaHaayea gaya hai.

Shaah…

Yun beti ko teri

Sataya gaya hai.

Madine ki saathi,

Main haalat bataaun?

Tumhein Sayyida ki

Museebat bataaun?

Kabhi aag sar par

Lagayi hai uske,

Kabhi haath us par

Uthaya gaya hai.

Ae Zahra ke Baba,

Saharaaya gaya…

Sataya gaya hai.

Sada rahi thi —

“Ye ghar hi mita do,

Jo rehte hain ghar mein

Unhein bhi jalaa do.”

Unhein bhi jalaa do.

Kaaba jalaane ki khaatir

Jamaat ko saari

Bulaya gaya hai.

Zahra ke Shaah…

Yun beti ko teri

Sataya gaya hai.

Koi bhi na samjha,

Chala ko ye gham,

Kha gaya hai teri

Fatima ko.

Madine ki galliyon mein

Qaidi bana kar,

Teri jaan ne ko

Phiraya gaya hai.

Zahra ke Baba…

Na uthe the bachche,

Na rukte the aansu,

Sambhaale farishton ne

Dono ke baazu.

Badi mushkilon se

Janaze se maang kar

Husain o Hasan ko

Hataaya gaya hai.

Ae Zahra ke Baba…

Zahra… Haaye Zahra…

Haaye Ali Murtaza ki

Ajeeb thi gareebi,

Teri laadli par

Hansey jab namazi.

Sanad kar diye tukde,

Maza kis tarah se

Teri Sayyida ka

Udaaya gaya hai.

Zahra ke Baba…

Shaah-e-Madina…

Kyon beti ko teri

Sataya gaya hai?

Giri khaak par

Arsh par rehne wali,

Shikasta hui

Uske kaanon ki baali.

Lahoo chashm-e-Zahra

Mein bharne laga tha,

Tamaacha hi aisa

Lagaaya gaya hai.

Zahra ke Shaah…

Sajaaya gaya.

Ali ko jo paighaam

Bhulaya gaya tha,

Teri laadli ko

Jalaa gaya tha…

Jalaa gaya tha.

Ali ne diya

Vaasta apne dil ka,

Madine ko kaise

BacHaayea gaya hai.

Zahra ke Baba…

Shaah-e-Madina,

Beti ko teri

Sataya gaya hai.

Ali ne banayi

Thi chaali qabr,

Pata poochti hain

Takalum ki aankhein.

Zameen-e-Madina mein

Jaane kahaan par

Khazaana tumhara

Chhupaya gaya hai.

Ae Zahra ke Baba…

Zahra… Haaye Zahra…

Aa…

Disclaimer: All audio Tracks shared on thenaatsharif.com are uploaded with permission from their rightful copyright owners. If you believe any of your copyrighted material appears here without authorization, please reach out with a copyright complaint, and we will remove it right away.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *