Naat Title | Mashiyat |
---|---|
Naat Artist | Shaz Khan |
Click Here To Download Mashiyat Lyrics |
*******************************
Sab Se Phale Mashiyat In Urdu
Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se
Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya
Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni
Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya
Wo Mohammad Bhi Ahmed Bhi Mahmood Bhi
Husn Mutlaq Ka Shahid Bhi Mashhood Bhi
Ilm-o-hikmat Me Wo Ghair Mahdood Bhi
Zahiran Umniyon Me Uthaya Gaya
Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se
Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya
Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni
Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya
Unki Shafqat Hai Behad Aur Beinteha
Unki Rehmat Takhaiyyul Se Bhi Mawara
Jo Bhi Alam Jahan Me Banaya Gaya
Unki Rahmat Se Unko Basaya Gaya
Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se
Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya
Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni
Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya
Hashr Ka Gham Mujhe Kyun Ho Nanotwi
Mere Aaqa Hain Wo Mere Maula Hain Wo
Jinke Daman Me Jannat Basayi Gayi
Jinke Hathon Se Kausar Lutaya Gaya
Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se
Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya
Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni
Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya
Mashiyat Lyrics
Mashiyat is one of the best Naat by Shaz Khan.
You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Mashiyat
Read or download lyrics of Mashiyat in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.