Naat Title | Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main |
---|---|
Naat Artist | Shahbaz Qamar Fareedi |
Click Here To Download Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main Lyrics |
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Ik Tera Naam Waseela He Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat HogiYe Suna He Ke Bahot Rat Andheri Hogi
Qabar Ka Khof Na Rakhna Ae Dil
Waha Sarkar Ke Chehare Ki Ziarat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Unko Mukhtar Banaya He Mere Mola Ne
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Jisko Hasnain Ke Baba Ki Ijazat Hogi
Naat Sarkar Ke Parta Hoon Ma …..
Unki Chokhat Pe Pare He To Bari Moj Mein He
Lot Ke Ayengey Jab Us Dar Sey
Merey Dil Tu Hi Bata Kya Teri Halat Hogi
Naat Sarkar Ki Parhta Hoon Mein …..
Hashr Ka Din Bhi Ajab Dekhne Vala Hoga
Zulf Lehra Ke Wo Jab Ayenge
Phir Qayamat Mein Bhi Ik Aur Qayamat Hogi
Naat-e-Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Rashk Sey Door Karey Deyktey Hogay Zaahid
Jab Sare Hashr Gunahgaro Pe
Mere Aaqa Ka Karam Hoga Inayat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Kahi Yaseen Kahi Taha Kahi Wa-shams Aaya
Jiski Qasme Mera Rab Yad Kare
Kitni Dil-Kash Mere Mehboob Ki Surat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Do Jahaan Mein Bhi Use Kon Pana Me Lega
Hoga Ruswa Wo Sare Hashr Jise
Fatma Zahra Ke Bachcho Se Adawat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Mere Sarkaar Bulayenge, Un Ki Chokhat Pe,
Wo Nazaara Phir Me Main To Dekhunga,
Dekh Kar Gumbad-E-Khazra, Meri Ulfat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..
Apna Daman To Gunaho Se Bhara He “Altaf”
Ik Sahara He Ke Mein Unka Hoon
Bas Issi Nisbat Se Sar-e-hashr Shifa-at Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main Lyrics
Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main is one of the best Naat by Shahbaz Qamar Fareedi.
You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main
Read or download lyrics of Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.