Noha Title Syed Badshah Hussain
Noha Artist Nadeem Sarwar
Click Here To Download Syed Badshah Hussain Lyrics

Syed Badshah Hussain Lyrics

 

Syed Badshah Hussain Noha Lyrics In Urdu

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Hussain Hussain Hussaina

Jab Chali Deen Ki Aur Us Ky Madadgaar Ki Baat
Ashik E Rabb Ki Muhammad Ky Wafadar Ki Baat
Sabr Ki Pyaas Ki Esaar Ki Kirdar Ki Bat
Phir To Hona Hai Mery Syed O Sardar Ki Baat

Dill Mein Dharhakta Hai Syed Badshah Mera
Lab Py Bhi Rehta Hai Syed Badshah Mera
Mera Wazeefa Hai Syed Badshah Mera
Aaqa Mera Mola Mera Syed Badshah Hussain

Badshah Hussain

Syed Badshah Hussain

Hum Bhi Azadar Hain
Han Wafadar Hain
Tery Ghamkhuwar Hain
Syed Badshah

Jan Hussain Jan E Jaanan Hussain
Dill O Emaan Hussain
Han Mera Syed Badshah Hussain

Dill Mein Rahy Mola Mera
Yad Rahy Karbobala
Jari Rahy Zikr Sada
Sath Rahy Farsh E Aza
Mill Ky Har Bar Kaho
Kaho So Bar Kaho
Sab Azadar Kaho
Syed Badshah Hussain

Insha Allah Tum Behtreen
Syed Badshah
Subhanallah Sar Zameen Teri Karbala

Jan E Jan E Jan E Jan Jan E Karbala

Syed Badshah Hussain

Jan Hussain
Jan E Jan Jan Hussain
Dill O Emaan Hussain
Han Mera Syed Badshah Hussain

Salle Alaa Muhammadin
Salle Alaa Nabiyena
Nana Ka Dill
Nana Ki Jaan
Mola Hussain Syedena

Syed O Sardar Hussain
Mery Sarkar Hussain
Mery Mukhtar Hussain
Syed Badshah Hussain

Insha Allah Tum Behtareen
Syed Badshah
Subhanallah Sar Zameen Teri Karbala

Jan E Jan E Jan E Jan Jan E Karbala

Hum Bhi Azadar Hain
Han Wafadar Hain
Tery Gham Khuwar Hain
Syed Badshah Hussain

Jan Hussain Jan E Jan Jan Hussain
Dill O Emaan Hussain
Han Mera Syed Badshah Hussain

Murshad E Mann Ghazi Rahy
Syed E Maan Ghazi Rahy
Jaan Rahy Ya Na Rahy
Jari Azadari Rahy

Lab Py Yeh Paigham Rahy
Yeh Sada Aam Rahy
Bas Tera Naam Rahy
Syed Badshah Hussain

Insha Allah Tum Behtareen
Syed Badshah
Subhanallah Sar Zameen Teri Karbala

Jan E Jan E Jan E Jan Jan E Karbala

Syed Badshah Hussain

Jan Hussain Jan E Jan Jan Hussain
Dill O Emaan Hussain
Han Mera Syed Badshah Hussain

Ham Hain Faqeeraan E Hussain
Matami Darbaan E Hussain
Syed Badshah Hussain

Sary Safeeran E Aza
Dill Sy Hain Qurbaan E Hussain

Hum Py Hai Ehsan Tera
Tu Hai Sultan Mera
Tu Hai Emaan Mera
Syed Badshah Hussain

Insha Allah Tum Behtareen
Syed Badshah
Subhanallah Sar Zameen Teri Karbala

Jan E Jan E Jan E Jan Jan E Karbala

Hum Bhi Azadar Hain
Han Wafadar Hain
Tery Gham Khuwar Hain
Syed Badshah Hussain

Jan Hussain Jan E Jan Jan Hussain
Dill O Emaan Hussain
Han Mera Syed Badshah Hussain

Roz Woh Ashoor Ka Tha Shah Ka Ghar Jis Mein Luta
Khoon Baha Tarka Baha Aisy Saja Deen E Khuda
Marhaba Shah Ast Hussain Badshah Ast Hussain
Deen Panah Ast Hussain Syed Badshah Hussain

Insha Allah Tum Behtareen
Syed Badshah
Subhanallah Sar Zameen Teri Karbala

Jan E Jan E Jan E Jan Jan E Karbala

Hussaina

Azadaro
Hum Log Azadar Hain Zehra Ki Dua Sy
Seekhi Hai Wafa Hum Ny Dare Shah E Wafa Sy
Karty Hain Bahut Pyar Shah E Karbobala Sy
Hoty Hi Nahi Door Kabhi Farsh E Aza Sy

Azadaro Ay Azadaro Ay Azadaro

Ay Sheh Ky Azadaro Is Gham Ko Manana Hai
Yeh Farsh E Azadari Ghar Ghar Mein Bichana Hai
Shabbir Ki Ghurbat Ka Noha Bhi Sunana Hai
Kiun Karty Hain Yeh Matam Duniya Ko Batana Hai

Kya Kya Na Sitam Mery Mola Ny Uthaya Hai
Nana Sy Kiya Wada Syed Ny Nibhaya Hai
Ek Din Mein Bhary Ghar Ko Sehra Mein Lutaya Hai
Gham Nojawan Akbar Ka Gham Qasim O Asghar Ka
Gham Ghazi Dilawar Ka Gham Haye Bahattar Ka
Gham Tery Ta Behloon Ka Jalty Huye Khaimon Ka
Gham Bali Sakina Ka Gham Pyasy Shaheedon Ka

Waa Ghurbata Hussain Waa Hasrata Hussain Hai Badshah Hussain

Hussain Hussain Hussain Hussain

Shaheed E Karbala Hussain
Ghareeb E Nainawa Hussain
Qateel E Bey Khata Husssain
Zabeeh E Mahdiya Hussain
Nabi Ka Dill Ruba Hussain
Dayar E Syeda Hussain
Jalal E Murtaza Hussain
Shaheed E Karbala Hussain
Ghareeb E Nainawa Hussain

Hussain Hussain Hussain Hussain

Sayyad Badshah Hussain Noha Lyrics In Urdu

سیّد بادشاہ
حسینا۔۔۔۔۔
حسینا۔۔۔۔۔

جب چلی دین اور اس کے مددگار کی بات
عاشقِ رب کی، محمد کے وفادار کی بات
صبر کی پیاس کی، احساس کی کردار کی بات
پھر تو ہونا ہے ،پھر تو ہونا ہے میرے سیّد و سردار کی بات

ہاں دل میں دھڑکتا یے سیّد بادشاہ میرا
لب پہ رہتا ہے سیّد بادشاہ میرا
میرا وظیفہ ہے سیّد بادشاہ میرا
آقا میرا مولا سیّد بادشاہ حسین

بادشاہ حسین۔۔۔ سیّد بادشاہ ، سیّد بادشاہ حسین۔۔۔ سیّد بادشاہ حسین۔۔۔سیّد بادشاہ حسین۔۔۔سیّد بادشاہ حسین۔۔۔

ہم وفادار ہیں تیرے غمخوار ہیں سیّد بادشاہ
ہم بھی ازادار ہیں ہم وفادار ہیں
تیرے غمخوار سیّد بادشاہ حسین
جانِ جان حسین دل و ایمان حسین
ہے میرا سیّد بادشاہ حسین
جانِ جان حسین دل و ایمان حسین
ہے میرا سیّد بادشاہ حسین

ہے دل میں رہے مولا میرا
یاد رہے کرب و بلا رہے
جاری رہے ذکر سدا
ساتھ رہے فرش اذاں
مل کر بار بار کہوں
کہو سو بار کہوں
سیّد بادشاہ حسین
دل و ایمان حسین

جانِ جاں جانِ جاں کربلا
جانِ جاں جانِ جاں کربلا

سیّد بادشاہ حسین۔۔سیّد بادشاہ حسین۔۔سیّد بادشاہ حسین۔۔سیّد بادشاہ حسین

جان حسین جانِ جاں حسین
دل و ایمان حسین ہے میرا سیّد بادشاہ حسین

جان حسین جانِ جاں حسین
دل و ایمان حسین ہے میرا سیّد بادشاہ حسین

ہاں صلِّ علی محمدٍ
صلِّ علی نبیّنا
نانا کا دل نانا کی جان
مولا حسین سیّدنا
سیّدا سرکار حسین
میرے سرکار حسین
میرے مختار حسین
سیّدا بادشاہ حسین

ما شاء اللہ تو بہترین سیّدا بادشاہ
سبحان اللہ سرزمین تیری کربلا

ہم وفادار ہیں تیرے غمخوار ہیں سیّد بادشاہ
ہم بھی ازادار ہیں ہم وفادار ہیں
تیرے غمخوار سیّد بادشاہ حسین
جانِ جان حسین دل و ایمان حسین
ہے میرا سیّد بادشاہ حسین
جانِ جان حسین دل و ایمان حسین
ہے میرا سیّد بادشاہ حسین

جان حسین جانِ جاں حسین
دل و ایمان حسین ہے میرا سیّد بادشاہ حسین

ہاں مرشد غازی رہے سیّد من غازی رہے
جان رہے یا نہ رہے جاری ازاداری رہے
لب پہ یہ پیغام رہے یہ سدا عام رہے
بس تیرا نام رہے سیّد بادشاہ حسین

ما شاء اللہ تو بہترین سیّدا بادشاہ

سبحان اللہ سرزمین تیری کربلا

جان حسین جانِ جاں حسین
دل و ایمان حسین ہے میرا سیّد بادشاہ حسین
جان حسین جانِ جاں حسین
دل و ایمان حسین ہے میرا سیّد بادشاہ حسین


Syed Badshah Hussain Lyrics

Syed Badshah Hussain is one of the best Noha by Nadeem Sarwar.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Syed Badshah Hussain

Read or download lyrics of Syed Badshah Hussain in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Syed Badshah Hussain Lyrics
  • Lyrics of Syed Badshah Hussain
  • Syed Badshah Hussain Lyrics Download
  • Download Lyrics of Syed Badshah Hussain
  • Syed Badshah Hussain Lyrics By Nadeem Sarwar

About Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download

Providing you the Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download which you can play online or download for free. Our Site has Nadeem Sarwar all Nohay Audio on one page. Download Nadeem Sarwar Old Nohay or New Noha In mp3(320kbps) click on the download button which is available under the audio player in every noha post. [caption id="" align="aligncenter" width="219"]Nadeem Sarwar Noha MP3 Download Nadeem Sarwar Noha Download[/caption]

Nadeem Sarwar All Nohay List

Here is the list of Nadeem Sarwar all nohay (1982 - 2024) which he records throughout his life.

Nadeem Sarwar Noha 2023

  • Hoga Ya Hussain
  • Rok Na Tu Rahwar
  • Hazrat E Abbas
  • Hussain Akela Hai
  • Janum Ya Ali

Nadeem Sarwar Noha 2022

  • Hazrat Imam Hussain AS
  • Aey Neher E Alqama
  • Alam Bardar
  • Chalta Rahe Karwan
  • Mazloom Hussain Ki Humsheera

Nadeem Sarwar Noha 2021

  • Labbaik Ya Hussain
  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Main Hussain Hoon
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Ya Ali Madad
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Zainab(a.s) Bibi
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2020

  • Hussain Zindabad
  • Waarisa-e-Madina
  • Labbaik Ya Zainab (s.a)
  • Shah Ast Hussain
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Haidar Haidar
  • Ae Azeem Ya Shaheeda
  • Aey Alam Afrashtey
  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Aye Meray Hussain (a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2019

  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Dua Karo Kay Zainab(a.s) Jab
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Haider(a.s) Maula
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhay
  • Ali(a.s) Maula Ali(a.s)
  • Na Ro Zainab(a.s)
  • Labbaik Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah

Nadeem Sarwar Noha List 2018

  • Salutations
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah
  • Farhan Ali Waris Nohay 2018 - Ana Ali(a.s) Bin Hussain(a.s)
  • Maula(a.s) Ya Salli Wa Sallim
  • Ya Habibi(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Haider(a.s) Mola(a.s)
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Yeh Gurbat e Ali(a.s) Hai
  • Hussain(a.s) Karbala Mein

Nadeem Sarwar Noha 2017

  • Ae Hussaini Maola
  • Bismillah
  • Fizza Ye Watan
  • Labbaik Ya Hussain
  • Dua e Sayyida (S.A)
  • Aey Alamdar-e-Wafa
  • Aey Qaid e Azam Tere Des Mein
  • Ya Hussain Ibn-e-Ali
  • Aey Alam Afrashtey
  • Zawar e Hussain (A.S)

Nadeem Sarwar Noha 2016

  • Abbas (AS) Tere Dar Sa
  • Aye Alam Afrashte
  • Allah Ho Akbar
  • Maula Zawar Bana Dey
  • Ghazi (AS) Kay Wasiqay
  • Haye Qasim (AS)
  • Khuda Khair Karay
  • Pyare Nabi Ka Nawasa
  • Aey Mere Baba Jan (AS)
  • Zindabad Ya Hussain (AS)

Nadeem Sarwar Noha 2015

  • Haider Maula
  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Hai Mazloom Hussain(a.s)
  • Dua Karo Kay Zainab(s.a) Jab
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Meray Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha 2014

  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Fizza(a.s) Zehra(a.s)
  • Aye Alam Afrashtey
  • Haye Haye Qasim(a.s)
  • Ya Rab Koi Masooma(a.s) Zindaan Mein
  • Pyaasa Hai Sakina(a.s)
  • Zainab(a.s) Ka Hai Arman
  • Aey Alam Afrashtey
  • Karbala Mashallah
  • Mere Hussain(a.s) Tujhe Salaam

Nadeem Sarwar Noha 2013

  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Ya Ali Madad
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s) - Safar-e-Hussain(a.s)
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Bismillah
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Main Rahun Ya Na Rahun
  • Dua e Sayyida(s.a)
  • Ae Alam Afrashtey
  • Zainab(s.a) Ka Hai Arman

Nadeem Sarwar Noha List 2012

  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Mera Sehriyan Wala Akbar(a.s)
  • Hussain(a.s) Karbala Mein
  • Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Aey Alam Afrashtey
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2011

  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Shah Ast Hussain
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Aey Alam Afrashtey
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Mere Hussain(a.s)
  • Hussain(a.s) Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2010

  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Alam Afrashtey
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Aey Habib(a.s) Mere
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Haider Maula
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal

Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar is a world-popular Noha Khwaan from Karachi, Pakistan, a Naat, Manqabat reciter, and poet. Sarwar rose to fame in the early 1980s when his Nohas became popular around the world which earned him international recognition and popularity amongst Shia Muslims. His recitation is popular in Asian and Muslim countries wherever the Shia or Suni community lives. Sarwar started reciting Noha when he was just four along with his mother and from there he has never looked back. He has released several singles during the course of his career and most of them are popular to this date. His recitation comprises Kalaams of renowned poets like Rehan Azmi, Mir Anis, and Mirza Dabeer. His two sons are also famous reciters. His Noha is usually recited and listed by millions of Muslims during the month of Muharram. His major part of Noha collections is in Urdu but he has also recited in other languages like Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. When it comes to his early life, not much is known in terms of Nadeem’s family, siblings, and childhood. His parents are Syed Asrar Hussain Rizvi and Syeda Nargis Khatoon He’s married and has three children; two sons –Ali Shanawar and Ali Jee Sarwar and one daughter. Details about his wife are unknown. Nadeem has recited in different languages such as Urdu, Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. Sarwar has recited Nauha in many different ways Matam like Persian Matam, Arabic Matam, Quetta Matam, Parachanar Matam, Afghan Matam, Sariki Matam, Punjabi Matam, Sindhi Matam, Hyderabad Dakkan Matam, Khoja Shia Ithna Asheri Saf Matam. Nadeem Sarwar has recited a total of 179 Kalaam up to date. He has traveled worldwide to promote Azadari, including Pakistan, India, UAE, the Middle East, Europe, the USA, The UK, and Canada.