Noha Title Salam Ya Hussain
Noha Artist Nadeem Sarwar
Click Here To Download Salam Ya Hussain Lyrics

Salam Ya Hussain Lyrics

Salam Ya Hussain Lyrics

Safar Hayat Ka Chahe Tamam Hota Rahe
Hazar Dard Ho, Zikr-e-Imam Hota Rahe.
Salam Hota Rahe
Salam Hota Rahe

Fatima Ke Chain Ko
Fatima Ke Chain Ko

Nabi K Noor-e-aain Ko
Nabi K Noor-e-aain Ko

Ba Khuda Husain (A.S) Ko Salam….
To Kaho
Salamun Alaika Ya Aba Abdillah 4x
Safar Hayat Ka Chahe Tamam Hota Rahe 2x
Salaam Hota Rahe*3
Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain Rey..2x
1. Haan… Sara Zamana Hai Tumhara Hussain, Kehti Hai Har Qaum Humara Hussain
Gunjta Har Simt Hai Naara Hussain, Tutey Dilon Ka Sahara Hussain
Muala Tera Naam Sada Zinda Rahega, Maula Tera Kaam Sada Zinda Rahega
Hum Rahe Na Rahe Ye Sada Zinda Rahega.

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah 2x

Salam Hussain, Maula Salam Hussain
Salam Hussain

Salam Hussain, Maula Salam Hussain 2x
Salam Hussain

Salam Hussain, Maula Salam Hussain..2x
Salam Hussain

Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain Rey..2x

2. Haan…. Muala Hussain Ibn-e-Ali (a.s) Marhaba
Marhaba Sadd Marhaba Sadd Marhaba,
Zulm K Tufaan Se Ladhta Raha Kat Ke Be Sar Apka Uncha Raha.
Maula Sada Teri Azadaari Rahegi, Maula Tere Hum Se Wafadari Rahegi

Hum Rahe Na Rahe Ye Sada Zinda Rahe.

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah..2x

Maula Hussain Maula Humara Salam Lo, Maula Hussain Maula Humari Sada Suno *2
Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain Rey..2x

Haan..Apka Maula Jo Azadar Hai
Apke Ghar Ka Vo Wafadar Hai
Apki Chahat Ka Talabgar Hai
Majlis-o-matam Se Usse Pyaar Hai
Maula Ghulamo Me Mera Naam B Likhdo..
Naam To Naukar Ka Hai Vo Kaam B Likhdo…

Hum Rahe Na Rahe Ye Sada Zinda Rahe

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah..2x

Salam Hussain, Maula Salam Hussain
Salam Hussain

Salam Yah Hussain, Maula Salam Hussain..2x
Salam Hussain
Salaam Ya Husain, Maula Salam Hussain
Salam Hussain
Saalam Ya Hussain, Maula Salam Hussain..2x
Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain Rey….2x

Haan, Pyara Hai Mitha Hai Madina Mera,
Rehte Jahan Sondey Nabi Mustafa(SAWA)
Jisne Diya Humko Ye Deen-e-khuda
Aur Nawasa Bana Uski Baqaa
Aao Chalo Karbobala Tumko Dekhaye
Aj Bhi Aati Hai Bahatar Ki Sadayein

Hum Rahe Na Rahe Ye Sada Zinda Rahe

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah*2

Maula Hussain Maula Humara Salam Lo, Maula Hussain Maula Humari Sada Suno ..2x
Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain Rey..2x

Haan.. Sheh K Azadaro Salamat Raho
Maula K Paigham Ko Jari Rakho
Amno Mohabbat Ki Hifazat Karo
Dil Ko Yuhi Dil Se Milate Raho
Maula Ka Tum Aqri Sajda Na Bhulana..
Matami Bacchon Ko Namazi Bhi Bana Na…

Hum Rahe Na Rahe Ye Sada Zinda Rahe

Salamun Alaika Ya Aba Abdillah*2

Safar Hayat Ka Chahe Tamam Hota Rahe

Salam Hota Rahe
Mere Maula Mere Agha Hussain
Hussain Vo Hai Jisse Karbala Salaam Kare
Nabi Ali-o-Hassan Fatima Salaam Kare
Hussain Maula Ki Azmat Bayan Kaise Ho
Hussain Vo Hai Jisse Kibriya Salam Kare

Salam Hussain, Salam Hussain
Aye Shah E Shahida,
Aye Jaan-e-Madina
Aye Naaz-e-Fakhira
Maula-e-Ghariba
Rote Sisakti Hai Duniya Bilakti Hai
Har Aankh Har Lamha Inse Jhalakti Hai
Dil Dil Se Miladey Zehno Ko Sajadey
Phoolo Ko Khiladey, Kaanto Ko Hatadey
Allah K Wasiley, Ahmed K Nawase
Hyder K Sitarey, Zehra K Dularey
Hai Agha Humarey…

Salam Yah Hussain, Salam Yah Hussain, Salam Yah Hussain..

Aao Azadaro Karo Matam-e- Sarwar Karo
Ya Hussain, Hussain Ya Hussain, Hussain..
Matam-e-Abbas Karo
Matam-e-Akbar Karo
Ya Hussain, Hussain Ya Hussain, Hussain..
Bali Sakina Ka Kabhi, Matam-e-Asghar Karo..2x
Zainab-o-Kulsum Ka Gham Matam-e-chadar Karo

Haan.. Shah Sala Mun Alay
Ya Mere Maula Salam, Shah Sala Mun Alay
Ya Mere Agha Salaam, Shah Sala Mun Alay
Qasim-o-Akbar Salam, Shah Sala Mun Alay
Abid-o-Akbar Salam, Shah Sala Mun Alay
Ghazi Dilawar Salam, Shah Sala Mun Alay
Haye Zainab-o-Kulsum Salam, Shah Sala Mun Alay
Aon-o-Mohammad Salaam, Shah Sala Mun Alay
Pyasi Sakina Salam, Shah Sala Mun Alay*2
Ya Mere Maula Salam, Shah Sala Mun Alay
Ya Mere Maula Salaam… Hussain


Salam Ya Hussain Lyrics

Salam Ya Hussain is one of the best Noha by Nadeem Sarwar.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Salam Ya Hussain

Read or download lyrics of Salam Ya Hussain in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Salam Ya Hussain Lyrics
  • Lyrics of Salam Ya Hussain
  • Salam Ya Hussain Lyrics Download
  • Download Lyrics of Salam Ya Hussain
  • Salam Ya Hussain Lyrics By Nadeem Sarwar

About Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download

Providing you the Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download which you can play online or download for free. Our Site has Nadeem Sarwar all Nohay Audio on one page. Download Nadeem Sarwar Old Nohay or New Noha In mp3(320kbps) click on the download button which is available under the audio player in every noha post. [caption id="" align="aligncenter" width="219"]Nadeem Sarwar Noha MP3 Download Nadeem Sarwar Noha Download[/caption]

Nadeem Sarwar All Nohay List

Here is the list of Nadeem Sarwar all nohay (1982 - 2024) which he records throughout his life.

Nadeem Sarwar Noha 2023

  • Hoga Ya Hussain
  • Rok Na Tu Rahwar
  • Hazrat E Abbas
  • Hussain Akela Hai
  • Janum Ya Ali

Nadeem Sarwar Noha 2022

  • Hazrat Imam Hussain AS
  • Aey Neher E Alqama
  • Alam Bardar
  • Chalta Rahe Karwan
  • Mazloom Hussain Ki Humsheera

Nadeem Sarwar Noha 2021

  • Labbaik Ya Hussain
  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Main Hussain Hoon
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Ya Ali Madad
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Zainab(a.s) Bibi
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2020

  • Hussain Zindabad
  • Waarisa-e-Madina
  • Labbaik Ya Zainab (s.a)
  • Shah Ast Hussain
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Haidar Haidar
  • Ae Azeem Ya Shaheeda
  • Aey Alam Afrashtey
  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Aye Meray Hussain (a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2019

  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Dua Karo Kay Zainab(a.s) Jab
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Haider(a.s) Maula
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhay
  • Ali(a.s) Maula Ali(a.s)
  • Na Ro Zainab(a.s)
  • Labbaik Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah

Nadeem Sarwar Noha List 2018

  • Salutations
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah
  • Farhan Ali Waris Nohay 2018 - Ana Ali(a.s) Bin Hussain(a.s)
  • Maula(a.s) Ya Salli Wa Sallim
  • Ya Habibi(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Haider(a.s) Mola(a.s)
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Yeh Gurbat e Ali(a.s) Hai
  • Hussain(a.s) Karbala Mein

Nadeem Sarwar Noha 2017

  • Ae Hussaini Maola
  • Bismillah
  • Fizza Ye Watan
  • Labbaik Ya Hussain
  • Dua e Sayyida (S.A)
  • Aey Alamdar-e-Wafa
  • Aey Qaid e Azam Tere Des Mein
  • Ya Hussain Ibn-e-Ali
  • Aey Alam Afrashtey
  • Zawar e Hussain (A.S)

Nadeem Sarwar Noha 2016

  • Abbas (AS) Tere Dar Sa
  • Aye Alam Afrashte
  • Allah Ho Akbar
  • Maula Zawar Bana Dey
  • Ghazi (AS) Kay Wasiqay
  • Haye Qasim (AS)
  • Khuda Khair Karay
  • Pyare Nabi Ka Nawasa
  • Aey Mere Baba Jan (AS)
  • Zindabad Ya Hussain (AS)

Nadeem Sarwar Noha 2015

  • Haider Maula
  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Hai Mazloom Hussain(a.s)
  • Dua Karo Kay Zainab(s.a) Jab
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Meray Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha 2014

  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Fizza(a.s) Zehra(a.s)
  • Aye Alam Afrashtey
  • Haye Haye Qasim(a.s)
  • Ya Rab Koi Masooma(a.s) Zindaan Mein
  • Pyaasa Hai Sakina(a.s)
  • Zainab(a.s) Ka Hai Arman
  • Aey Alam Afrashtey
  • Karbala Mashallah
  • Mere Hussain(a.s) Tujhe Salaam

Nadeem Sarwar Noha 2013

  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Ya Ali Madad
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s) - Safar-e-Hussain(a.s)
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Bismillah
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Main Rahun Ya Na Rahun
  • Dua e Sayyida(s.a)
  • Ae Alam Afrashtey
  • Zainab(s.a) Ka Hai Arman

Nadeem Sarwar Noha List 2012

  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Mera Sehriyan Wala Akbar(a.s)
  • Hussain(a.s) Karbala Mein
  • Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Aey Alam Afrashtey
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2011

  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Shah Ast Hussain
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Aey Alam Afrashtey
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Mere Hussain(a.s)
  • Hussain(a.s) Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2010

  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Alam Afrashtey
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Aey Habib(a.s) Mere
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Haider Maula
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal

Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar is a world-popular Noha Khwaan from Karachi, Pakistan, a Naat, Manqabat reciter, and poet. Sarwar rose to fame in the early 1980s when his Nohas became popular around the world which earned him international recognition and popularity amongst Shia Muslims. His recitation is popular in Asian and Muslim countries wherever the Shia or Suni community lives. Sarwar started reciting Noha when he was just four along with his mother and from there he has never looked back. He has released several singles during the course of his career and most of them are popular to this date. His recitation comprises Kalaams of renowned poets like Rehan Azmi, Mir Anis, and Mirza Dabeer. His two sons are also famous reciters. His Noha is usually recited and listed by millions of Muslims during the month of Muharram. His major part of Noha collections is in Urdu but he has also recited in other languages like Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. When it comes to his early life, not much is known in terms of Nadeemโ€™s family, siblings, and childhood. His parents are Syed Asrar Hussain Rizvi and Syeda Nargis Khatoon Heโ€™s married and has three children; two sons โ€“Ali Shanawar and Ali Jee Sarwar and one daughter. Details about his wife are unknown. Nadeem has recited in different languages such as Urdu, Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. Sarwar has recited Nauha in many different ways Matam like Persian Matam, Arabic Matam, Quetta Matam, Parachanar Matam, Afghan Matam, Sariki Matam, Punjabi Matam, Sindhi Matam, Hyderabad Dakkan Matam, Khoja Shia Ithna Asheri Saf Matam. Nadeem Sarwar has recited a total of 179 Kalaam up to date. He has traveled worldwide to promote Azadari, including Pakistan, India, UAE, the Middle East, Europe, the USA, The UK, and Canada.