Noha Title Sakina Kahani Suno
Noha Artist Nadeem Sarwar
Click Here To Download Sakina Kahani Suno Lyrics

Sakina Kahani Suno Lyrics

Sakina Kahani Suno Lyrics

Siyaah Raat Main Zindaan Ke Dar Pay Ro Ro Key
Sakina S.a Kehti Hai Baba Ye Shab Sataati Hai
Judaai Aap Ki Uss Par Ye Khak Ka Bistar
Kahin Andhairey Main Bacho’n Ko Neend Aati Hai
Ye Sun Key Zainab-e-Mazloom S.a Bolin Gham Na Karo
Kahaani Kehti Hoon Mey Ik Suno Sakina S.a Suno

Sakina Kahani Suno
Sakina Kahani Suno

Ik Shehanshah Tha
Haaye Sakina S.a
Ik Shahanshah Tha Yasrab Main Raha Karta Tha
Uss Ka Ghar Wo Tha Key Qura’an Jahan Utra Tha
Dar Pey Gibraeel A.s Saa Darbaan Raha Karta Tha
Uss Ka Aangan Bhi Sitaaro’n Sey Bhara Rehta Tha
Uskey Darwazey Sey Khali Na Koi Jaata Tha
Aasmaan Uss Ki Sakhawat Ki Qassam Khata Tha
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Usskey Baba Ko Dar-e-Ilm Kaha Jata Tha
Maan Ney Shehzaadi-e-Qounain Laqab Paaya Tha
Uss Key Beto’n Main Nazar Akss-e-Nabbi S.a.w.w Aata Tha
Betiyo’n Ko Gull-e-Pakiza Kaha Jata Tha
Uss Key Ik Bhai Ki Rag Rag Main Wafa Rehti Thi
Ik Behan Saath Mein Saaye Ki Tarha Rehti Thi
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Aik Din Kia Hua
Haaye Sakina S.a
Ail Din Kia Hua Wo Ghar Sey Safar Par Nikla
Usska Sab Kunba Bhi Qura’an Ki Hifazat Ko Chala
Ashkiaa Ney Ussey Phir Dasht-e-Bala Main Ghaira
Teen Din Tak Usse Paani Bhi Mayyassar Na Hua
Ho Gai Aam Har Ik Jor-o-Jafa Uss Key Liye
Aur Phir Jang Ka Maidaan Saja Uss Key Liye
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Uss Key Ik Betey Key Seeney Main Sina Toot Gai
Bhai Key Haath Katey, Teer Laga, Mashk Chhidi
Laash Pamaal Bhatijey Ki Bhi Maqtal Main Hui
Bey Zabaan Qatl Hua Usska Chhuree Uss Pey Chali
Uss Shehanshah Key Kunbey Pe Ghareebi Chhaai
Bujh Gaye Sarey Diye Sham-e-Ghareebaan Aai
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Khaimey Jalney Lagey Nazdeek Sitamgar Aaye
Uss Shehanshah Ki Bachi Ney Tamanchey Khaaye
Kaan Zakhmi Huey Khoon Aankho’n Sey Tapka Haaye
Dhoondney Baap Ko Maqtal Main Wo Kesey Jaaye
Jaltey Daman Ko Liye Ganj-e-Shaheedaan Main Gai
Rassi Gardan Main Bandhi Shaam Key Zindaan Main Gai

Sakinaa Kahaani Suno
Sakinaa Kahaani Suno

Phir Sakina S.a Ney Kaha
Haaye Sakina S.a
Phir Sakina S.a Ney Kaha Rehtey Hain Wo Log Kahan
Bolin Zainab Key Huey Sab Wo Aseer-e-Zindaan
Qissa Aakhir Huaa Neend Aai Naa Tumko Meri Jaan
Boli Ro Ro Ke Sakina S.a Phuphi Ab Neend Kahan
Tum To Kehtin Thi Kahaani Suno Neend Aati Hai
Iss Kahaani Sey Meri Neend Urri Jaati Hai
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Boli Ro Ro Key Sakina S.a Ye .Mera Qissa Hai
Iss Kahaani Ka Shehanshah Mera Baba Hai
Neza Jiss Key Laga Seeney Main Mera Bhayya Hai
Mera Asghar A.s Hai La’eeno’n Ne Jissey Mara Hai
Bey Rida Tum Ho Phuphi Jaan Meri Jaati Hai
Ye Kahaani To Merey Ghar Ki Nazar Aati Hai
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Jissko Seeney Pe Shehanshah Ke Neend Aati Thi
Dasht Main Haaye Chacha A.s Keh Ke Jo Chillaati Thi
Jiss Key Kaano’n Sey Lahu Behta Tha Jo Peyaasi Thi
Apney Baba Ki Judaai Main Mari Jaati Thi
Uss Shehanshah Ki Beti Wo Sakina S.a Main Hoon
Jiss Ka Dushwaar Hua Qaid Main Jeena Main Hoon
(Haan Sakina S.a Kahaani Suno) X2

Khatm Jab Sarwar O Rehan Kahaani Ye Hui
Wo Jo Sunti Thi Kahaani Wo Sakina S.a Na Rahi
Thaamey Zanjeer Naqahat Sey Utthha Aik Qaidi
Aik Nanni Si Lehad Kaanptey Haatho’n Se Bani
Sar Shehanshah Ka Goudi Main Lahu Rota Tha
Wa Hussaina A.s Ka Bas Ek Shor Bapaa Hota Tha See Less

***************************

Listen Sakina Kahani Suno Mp3 With Audio By Nadeem Sarwar

Read And Download Sakina Kahani Suno Lyrics In Urdu, Hindi And Enlgish Written

Read Sakina Kahani Suno Noha Lyrics From Our Site Thenaatsharif.com

Sakina Kahani Suno Lyrics In Urdu Will Be Uploaded Soon


Sakina Kahani Suno Lyrics

Sakina Kahani Suno is one of the best Noha by Nadeem Sarwar.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Sakina Kahani Suno

Read or download lyrics of Sakina Kahani Suno in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Sakina Kahani Suno Lyrics
  • Lyrics of Sakina Kahani Suno
  • Sakina Kahani Suno Lyrics Download
  • Download Lyrics of Sakina Kahani Suno
  • Sakina Kahani Suno Lyrics By Nadeem Sarwar

About Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download

Providing you the Nadeem Sarwar Nohay Mp3 Download which you can play online or download for free. Our Site has Nadeem Sarwar all Nohay Audio on one page. Download Nadeem Sarwar Old Nohay or New Noha In mp3(320kbps) click on the download button which is available under the audio player in every noha post. [caption id="" align="aligncenter" width="219"]Nadeem Sarwar Noha MP3 Download Nadeem Sarwar Noha Download[/caption]

Nadeem Sarwar All Nohay List

Here is the list of Nadeem Sarwar all nohay (1982 - 2024) which he records throughout his life.

Nadeem Sarwar Noha 2023

  • Hoga Ya Hussain
  • Rok Na Tu Rahwar
  • Hazrat E Abbas
  • Hussain Akela Hai
  • Janum Ya Ali

Nadeem Sarwar Noha 2022

  • Hazrat Imam Hussain AS
  • Aey Neher E Alqama
  • Alam Bardar
  • Chalta Rahe Karwan
  • Mazloom Hussain Ki Humsheera

Nadeem Sarwar Noha 2021

  • Labbaik Ya Hussain
  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Main Hussain Hoon
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Ya Ali Madad
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Zainab(a.s) Bibi
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2020

  • Hussain Zindabad
  • Waarisa-e-Madina
  • Labbaik Ya Zainab (s.a)
  • Shah Ast Hussain
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Haidar Haidar
  • Ae Azeem Ya Shaheeda
  • Aey Alam Afrashtey
  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Aye Meray Hussain (a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2019

  • Sarwar Kahon Ke Malik o Mula
  • Dua Karo Kay Zainab(a.s) Jab
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Haider(a.s) Maula
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhay
  • Ali(a.s) Maula Ali(a.s)
  • Na Ro Zainab(a.s)
  • Labbaik Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah

Nadeem Sarwar Noha List 2018

  • Salutations
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Karbala Mashallah
  • Farhan Ali Waris Nohay 2018 - Ana Ali(a.s) Bin Hussain(a.s)
  • Maula(a.s) Ya Salli Wa Sallim
  • Ya Habibi(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Haider(a.s) Mola(a.s)
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Yeh Gurbat e Ali(a.s) Hai
  • Hussain(a.s) Karbala Mein

Nadeem Sarwar Noha 2017

  • Ae Hussaini Maola
  • Bismillah
  • Fizza Ye Watan
  • Labbaik Ya Hussain
  • Dua e Sayyida (S.A)
  • Aey Alamdar-e-Wafa
  • Aey Qaid e Azam Tere Des Mein
  • Ya Hussain Ibn-e-Ali
  • Aey Alam Afrashtey
  • Zawar e Hussain (A.S)

Nadeem Sarwar Noha 2016

  • Abbas (AS) Tere Dar Sa
  • Aye Alam Afrashte
  • Allah Ho Akbar
  • Maula Zawar Bana Dey
  • Ghazi (AS) Kay Wasiqay
  • Haye Qasim (AS)
  • Khuda Khair Karay
  • Pyare Nabi Ka Nawasa
  • Aey Mere Baba Jan (AS)
  • Zindabad Ya Hussain (AS)

Nadeem Sarwar Noha 2015

  • Haider Maula
  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal
  • Main Hussain(a.s) Hoon
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Hai Mazloom Hussain(a.s)
  • Dua Karo Kay Zainab(s.a) Jab
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Meray Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha 2014

  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Fizza(a.s) Zehra(a.s)
  • Aye Alam Afrashtey
  • Haye Haye Qasim(a.s)
  • Ya Rab Koi Masooma(a.s) Zindaan Mein
  • Pyaasa Hai Sakina(a.s)
  • Zainab(a.s) Ka Hai Arman
  • Aey Alam Afrashtey
  • Karbala Mashallah
  • Mere Hussain(a.s) Tujhe Salaam

Nadeem Sarwar Noha 2013

  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Ya Ali Madad
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s) - Safar-e-Hussain(a.s)
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Bismillah
  • Sughra(s.a) Main Bhi Madine Jaungi
  • Main Rahun Ya Na Rahun
  • Dua e Sayyida(s.a)
  • Ae Alam Afrashtey
  • Zainab(s.a) Ka Hai Arman

Nadeem Sarwar Noha List 2012

  • Haider Maula
  • Ali Ali Haider
  • Baba Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Hussain(a.s) Zindabad
  • Mera Sehriyan Wala Akbar(a.s)
  • Hussain(a.s) Karbala Mein
  • Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Aey Alam Afrashtey
  • Shabbir(a.s) Mere Dilbar

Nadeem Sarwar Noha List 2011

  • Mujhe Abbas Kehte Hain
  • Shah Ast Hussain
  • Ya Ali(a.s) Ya Hussain(a.s)
  • Abbas(a.s) Na Lautey
  • Aey Alam Afrashtey
  • Labbaik Ya Zainab(s.a)
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Mere Hussain(a.s)
  • Hussain(a.s) Hussain(a.s)

Nadeem Sarwar Noha List 2010

  • Sakina(s.a) Hai Mazloom
  • Duniya Te Koi Jaid Mahiya
  • Aey Alam Afrashtey
  • Ya Ali(a.s) Madad
  • Shah Ast Hussain(a.s)
  • Aey Habib(a.s) Mere
  • Baba(a.s) Bula Lo Mujhe
  • Zainab(s.a) Bibi Ujar Gayi Hai
  • Haider Maula
  • Jab Ali(a.s) Ka Pyara Lal

Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar is a world-popular Noha Khwaan from Karachi, Pakistan, a Naat, Manqabat reciter, and poet. Sarwar rose to fame in the early 1980s when his Nohas became popular around the world which earned him international recognition and popularity amongst Shia Muslims. His recitation is popular in Asian and Muslim countries wherever the Shia or Suni community lives. Sarwar started reciting Noha when he was just four along with his mother and from there he has never looked back. He has released several singles during the course of his career and most of them are popular to this date. His recitation comprises Kalaams of renowned poets like Rehan Azmi, Mir Anis, and Mirza Dabeer. His two sons are also famous reciters. His Noha is usually recited and listed by millions of Muslims during the month of Muharram. His major part of Noha collections is in Urdu but he has also recited in other languages like Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. When it comes to his early life, not much is known in terms of Nadeem’s family, siblings, and childhood. His parents are Syed Asrar Hussain Rizvi and Syeda Nargis Khatoon He’s married and has three children; two sons –Ali Shanawar and Ali Jee Sarwar and one daughter. Details about his wife are unknown. Nadeem has recited in different languages such as Urdu, Sindhi, Sariki, Punjabi, Pushto, Pourbi, Hindi, Gujarati, Persian, Arabic, English, and French. Sarwar has recited Nauha in many different ways Matam like Persian Matam, Arabic Matam, Quetta Matam, Parachanar Matam, Afghan Matam, Sariki Matam, Punjabi Matam, Sindhi Matam, Hyderabad Dakkan Matam, Khoja Shia Ithna Asheri Saf Matam. Nadeem Sarwar has recited a total of 179 Kalaam up to date. He has traveled worldwide to promote Azadari, including Pakistan, India, UAE, the Middle East, Europe, the USA, The UK, and Canada.