Noha Title Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
Noha Artist Mir Hasan Mir
Click Here To Download Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics

Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics

Shiddat E Sabr Sy Mar Jaye Na Maa Akbar (as) Ki
Din Madinay Main Woh Taqdeer Ny Dikhlaya Hai
Jisne Mari Thi Kalajay Main Sinah Akbar (as) Ky
Ban Ky Mehmaan Woh Sajjad (as) Ky Ghar Aya Hai
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar
Sheh Taraptay Hain Qabr Ky Andar
Maa Tarapti Hai Qabr Sy Bahar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Phir Wohi Kaifiyat Hai Laila Ki Haal Tha Jo Jawan Ky Lashay Per
Uske Qadmon Ki Ahatain Sun Kar Maa Ny Thama Hua Hai Apna Jigar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Chehra Karbobala Ki Janib Hai Pani Hathon Main Ly Ky Roti Hai
Gir Raha Hai Nigaha Main Maa Ki Ali Akbar Ki Maut Ka Manzar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Umme Laila Sambhal Zainab Ko Kal Yea Shabbir Dy Rahe Thy Sada
Ajj Abid Phuppi Sy Kehte Hain Maa Ko Meri Sambhaliye Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Qabr E Zahra Sy Arhi Hai Sada Isne Mara Hai Mere Baba Ko
Phir Madinay Main Ekk Qayamat Hai Phir Raha Hai Mazar E Paighambar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Ali Akbar Lipat Ky Qadmon Sy Keh Rahe Honge Apne Baba Sy
Toot Jaye Na Zabt Ka Bandhan Hosla Maa Ko Dijiye Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar


Sar E Akbar Utha Ky Nezay Per Umme Laila Ko Yea Dikhata Tha
Usko Kaise Woh Bhool Sakti Hai Jis Sy Khaye Thy Sham Main Pathar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Yea Kareemi Sy Ruk Nahi Saktay Qatilon Ko Duain Detay Hain
Is Sy Pehle Ky Baksh Dain Abid Koi Mukhtar Sy Kahay Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Tumne Ny Sajjad Mujh Ko Pechana Sun Ky Qatil Sy Bolay Yea Maula
Tou Woh Ibne E Numair Hi Hai Na Jisne Tukray Kiya Humara Jigar
Kal Thy Mehmaan Hum Teray Zalim Ajj Mehmaan Tou Humara Hai
Aur Kuch Chahiya Bata Tujh Ko Abhi Kehdon Phuppi Sy Main Jakar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Dil Nahi Lagta Ajj Ghar Main Mera Aye Takallum Yea Maa Ka Noha Tha
Tham Kar Boli Mere Bazu Ko Le Chalay Fatima Ki Turbat Per
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar


Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics


Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar is one of the best Noha by Mir Hasan Mir.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar

Read or download lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics
  • Lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics Download
  • Download Lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics By Mir Hasan Mir

About Mir Hasan Mir

Mir Hasan Mir Nohay MP3 Download Are you looking for Mir Hasan Mir Nohay MP3 Download? Listen online or download Mir Hasan Mir All Nohay Audio (Old and New) 2023 In mp3 for free. [caption id="" align="aligncenter" width="227"]Mir Hasan Mir Nohay MP3 Download 2024 Mir Hasan Mir Nohay Download[/caption] On This page, you will get Mir Hasan Mir Mp3 Nohay For Free. You can listen online here or download mir hasan mir new noha 2023 at 320kbps(High-Quality Audio).

Mir Hasan Mir Noha List

Here is the list of Mir Hasan Mir all nohay from 2000 to 2023.
  1. Abbas (a.s) Tere Dar Sa
  2. Aey Khuda Aey Khuda
  3. Zainab (s.a) Ka Hai Arman
  4. Aey Alamdar-e-Wafa
  5. Ghazi (a.s) Ka Alam
  6. Aey Qasim (a.s) Teri Mehek
  7. Bibi Sakina (s.a) Ki Kahani
  8. Karbala Jaanat Hai
  9. Aey Hussaina (s.a) Madina
  10. Haye Qasim (a.s) Haye Sham
  11. Aey Sakina (s.a) Bata
  12. Ali (a.s) Ka Martaba
  13. Aey Maa Tujhe Salaam
  14. Qasim (a.s) Ki Mehndi
  15. Sughra (s.a) Ka Lasha
  16. Aey Sham Ki Hawa
  17. Zainab (s.a) Sa Koi Nahi
  18. Abbas (a.s) Kehte Hain
  19. Aey Zuljana
  20. Shaam-e-Ghareeban Ki Sada
  21. Aey Bibi Zainab (s.a) Tera Qasim (a.s) Aaya
  22. Ghazi (a.s) Tu Hai Zindabad
  23. Aey Karbala Ke Khooni Shor
  24. Mere Hussain (a.s) Tujhe Salam
  25. Aey Hussain (a.s) Teri Azan
  26. Bibi Fatima (s.a) Ke Akbar (a.s)
  27. Zahra (s.a) Ki Kya Baat Hai
  28. Aey Maa Tujhe Salaam (Arabic)
  29. Aey Khuda Aey Khuda (Arabic)
  30. Sughra (s.a) Sa Jhula Jhulao
  31. Aey Ro Karbala Ke Dariya
  32. Aey Saba Layi Hai
  33. Karbala Karbala
  34. Aey Ghazi (a.s) Teri Azmat
  35. Zindagi Hai Zakhmi
  36. Qaidi Hussain (a.s) Teri Azadari
  37. Aey Bibi Zainab (s.a) Tera Chehlum Hai
  38. Aey Ali Asghar (a.s) Teri Azan
  39. Bibi Sakina (s.a) Tere Pyaase Alam
  40. Aey Qasim (a.s) Teri Mehndi Hai
  41. Aey Shaheed-e-Karbala
  42. Sughra (s.a) Ka Janaza
  43. Aey Abbas (a.s) Teray Dar Sa
  44. Aey Sakina (s.a) Ke Pyare
  45. Zainab (s.a) Ke Gham Mein
  46. Aey Zulfiqar Ali (a.s)
  47. Labbaik Ya Hussain
  48. Aey Maa Tujhe Salaam (Persian)
  49. Abbas (a.s) Teri Nauha
  50. Aey Qasim (a.s) Teray Gham Mein
  51. Aey Zainab (s.a) Tera Kya Hoga
  52. Aey Zahra (s.a) Ke Pyare
  53. Aey Karbala Ke Khoon
  54. Qasim (a.s) Teray Pyar Mein
  55. Abbas (a.s) Tera Haq Hai
  56. Aey Zainab (s.a) Tera Musibat Mein
  57. Ali (a.s) Akbar Teri Beti Hai
  58. Aey Sakina (s.a) Sa Ro Kar
  59. Aey Qasim (a.s) Tu Jo Ali (a.s) Ka
  60. Ya Hussain (a.s) Ya Hussain (a.s)

   Introduction:

Let's embark on a journey into the world of nohas, where Mir Hasan Mir, a talented artist, brings to life the tragic tale of Husayn ibn Ali in the Battle of Karbala. Nohas, interpreted through Shia views, are like heartfelt poems expressing the deep sorrow and grief surrounding this historical event. Join us in exploring the significance of nohas, the artist Mir Hasan Mir, and the convenient platform for enthusiasts – TheNaatSharif.com.
  1. Understanding Nohas and Their Significance:

    • Nohas are special songs that tell the sad story of Husayn ibn Ali and the Battle of Karbala.
    • They hold great importance in Shia views as a way to remember and express deep emotions about the tragedy.
  2. Marsiya, Noha, and Soaz: The Components of Grief:

    • Marsiya is like a big umbrella covering different forms of expressions, including Nohas and Soaz, which means lamentation.
    • Together, they create a powerful medium for expressing grief and mourning, especially for the events of Karbala.
  3. Meet Mir Hasan Mir: A Talent Dedicated to Noha Khawani:
    • Mir Hasan Mir, born in 1976, is a renowned artist known for his exceptional talent in noha khawani and manqabat recitation.
    • Originally from Jhampir, he comes from a family deeply rooted in the ahle tashee school of thought.
  4. A Glimpse into Mir Hasan Mir's Background:

    • Mir Hasan Mir, by profession, is an economist, showcasing his versatility beyond the realm of noha khawani.
    • Born into a family known for their contributions to the history of noha and naat Shareef, he carries forward the legacy of his forefathers.
  5. A Dedicated Artist and Family Tradition:

    • Mir Hasan Mir's dedication to noha khawani is evident in his successful career, where he has earned recognition and admiration.
    • Inspired by his elders, he not only continues the family tradition but also occasionally contributes to the art by writing poetry.
  6. Mir Hasan Mir's Global Presence:

    • Mir Hasan Mir is not confined to one place; he travels to different countries to attend mahafile naat o hand and noha khawani.
    • People from various parts of the world eagerly await the opportunity to listen to his soul-stirring nohas, a testament to his global popularity.
  7. TheNaatSharif.com: Your Haven for Mir Hasan Mir's Nohas:

    • Enjoy the captivating voice of Mir Hasan Mir by visiting TheNaatSharif.com, where multiple nohas in mp3 format are available for enthusiasts.
    • The website provides an easy and accessible platform for users to explore, download, and immerse themselves in the heartfelt nohas.
  8. Conclusion: Mir Hasan Mir's Nohas – A Melodic Reflection:

    • Mir Hasan Mir's nohas serve as a melodic reflection of the sorrowful events of Karbala, transporting listeners into a world of deep emotions.
    • Visit TheNaatSharif.com to experience the profound impact of Mir Hasan Mir's nohas, where the artist's dedication and talent harmonize with the convenience of the online platform.
In the realm of nohas, Mir Hasan Mir stands as a beacon of artistic brilliance, and TheNaatSharif.com becomes the gateway for enthusiasts to connect with his soul-stirring renditions.