Naat Title | Ya Rabbana Irham Lana |
---|---|
Naat Artist | Hafiz Bilal Qadri |
Click Here To Download Ya Rabbana Irham Lana Lyrics |
**************************************
Ya Rabbana Irhamlana Lyrics In Urdu.
Ya Allah Ya Allah Ya Allah Ya Allah
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main
Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Haram Me Main Hazir Hua Banke Mujrim
Haram Me Main Hazir Hua Banke Mujrim
Ye Labbaik Nara Lagata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Main Leta Rahun Bosa-e-sang-e-aswad
Main Leta Rahun Bosa-e-sang-e-aswad
Yun Dil Ki Siyahi Mitata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ilahi Main Phirta Rahun Gird-e-kaba
Ilahi Main Phirta Rahun Gird-e-kaba
Yun Qismat Ki Gardish Mitata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Lipat Kar Gale Lag Ke Main Multazam Se
Lipat Kar Gale Lag Ke Main Multazam Se
Gunahon Ke Dhabbe Mitata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ibraheem Ke Naqsh-e-paa Choom Kar Main
Ibraheem Ke Naqsh-e-paa Choom Kar Main
Nigahon Se Dil Me Basata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Hateem-e-haram Me Namazon Ko Padh Kar
Hateem-e-haram Me Namazon Ko Padh Kar
Tere Dar Par Dukhde Sunata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Main Peeta Rahun Har Gadi Aab-e-zamzam
Main Peeta Rahun Har Gadi Aab-e-zamzam
Lagi Apne Dil Ki Bujhata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Safa Aur Marwa Ke Mabain Daudun
Safa Aur Marwa Ke Mabain Daudun
Sa’i Karke Tujh Ko Manata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Jhuki Jinke Sajde Ko Mehrab-e-kaba
Jhuki Jinke Sajde Ko Mehrab-e-kaba
Wahin Dil Adab Se Jhukata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Barasti Hai Baran-e-rahmat Haram Me
Barasti Hai Baran-e-rahmat Haram Me
To Meezab-e-zar Se Nahata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Muzdalifah Me Waqt-e-sahar Muskura Kar
Muzdalifah Me Waqt-e-sahar Muskura Kar
Ye Sunnat Nabi (saw) Ki Batata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Rami Kar Ke Jab Rat Ki Main Mina Me
Rami Kar Ke Jab Rat Ki Main Mina Me
Tere Dushmanon Ko Mitata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Tu Shar Se Panah De Muqaddar Ho Aisa
Tu Shar Se Panah De Muqaddar Ho Aisa
Ke Bas Khair Hi Khair Pata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Sanad Hajj-e-mabroor Ki Lene Hazir
Sanad Hajj-e-mabroor Ki Lene Hazir
Mohammad (saw) Ki Chaukhat Pe Jata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ho Maqbool Haj Hazri Daymi Me
Ho Maqbool Haj Hazri Daymi Me
Pas-e-hajj Madine Ko Jata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ilahi Tu Aesa Muqaddar Ata Kar
Ilahi Tu Aesa Muqaddar Ata Kar
Hamesha Hi Taiba Main Aata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ilahi Tu Qismat De Saur-e-hira Ki
Ilahi Tu Qismat De Saur-e-hira Ki
Ke Is Dil Me Aaqa (saw) Ko Pata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Hai Sayyad Ki Khwahish Madine Me Mar Kar
Hai Sayyad Ki Khwahish Madine Me Mar Kar
Hamesha Ki Jannat Ko Pata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main
Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana
Ya Allah Ya Allah Ya Allah
********************************
Ya Rabbana Irham Lana Mp3 Naat By Hafiz Bilal Qadri
Listen Online Or Download This Beautiful Naat Sharif In The Beautiful Voice Of Hafiz Bilal Qadri.
Ya Rabbana Irham Lana Is A Naat Recited By Hafiz Bilal Qadri. Listen This Naat Online Or Download In Mp3 Format From Thenaatsharif.com
Ya Rabbana Irham Lana Is One Of The Best Mp3 Naat By Hafiz Bilal Qadri.
Ya Rabbana Irham Lana Lyrics In Urdu, Roman Urdu, Hindi And English.
Listen Online Or DownloadYa Rabbana Irham Lana Audio Naat With Lyrics In Urdu Written, Hindi , Roman Urdu And Hindi Form Our Site Thenaatsharif.com
************************************
Ya Rabbana Irham Lana Lyrics
Ya Rabbana Irham Lana is one of the best Naat by Hafiz Bilal Qadri.
You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Ya Rabbana Irham Lana
Read or download lyrics of Ya Rabbana Irham Lana in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.