Qawwali Title Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka
Qawwali Artist Nusrat Fateh Ali Khan
Click Here To Download Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics

Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics

Allah Re Kya Bargaah E Ghous Jalee Hai
Gardan Ko Jhukay Hue Aik Aik Wali Hai
Har Gaam Pe Sajde Ki Tamanna Hai Jabeen Ko
Ye Kis Ka Dar E Naaz Hai Ye Kis Ki Gali Hai
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Sajde Jahan Pe Karte Hain Aa Ke Farishtay
Astan Hai Yeh Kis KaMalaaik Sar Jhukhate Hain Wali Ankhain Bichatain Hain
Dekho
Astan Hai Yeh Kis Ka

Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Ni Barghah E Hazrat E Ghous As Saqalain Ast
Naqade Kamare Haidar O Nasl E Hasanain Ast
Madarsh Hussaini Nasabast O Pidaray Oo
Zaulaad E Hussain Yani Kareem Ul Abawanain Ast
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Jhukhi Behr E Ibadat Jab Shah E Baghdad Ke Dar Par
Ajab Tauqeer E Sajdah Apni Paishani Mein Daikhi Hai

Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka MarhabaMarhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Qalab Haibat Se Larzan Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Hai Asar Bazm Par Kis Ke Faizan Ka Marhaba Marhaba
Ghar Basaade Meri Chashm E Veraan Ka Marhaba Marhaba
Chand Nikla Hasan Ke Shabistan Ka Marhaba Marhaba

Sar Ki Zeenat Amama Hai Irfaan Ka Marhaba Marhaba
Jubba Tan Par Muhammad Ke Ihsaan Ka Marhaba Marhaba
Rang Aankhon Mein Zahra Kai Faizan Ka Marhaba Marhaba
Roop Chehre Pe Ayaat E Quran Ka Marhaba Marhaba

Roop Chehre Pe Ayaat E Quran Ka Marhaba Marhaba
Roop Chehre Pe Ayaat E Quran Ka Marhaba Marhaba
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

Nagar Nagar Mein Karo Munaadi
Hai Shaah E Jeelaan Ki Aaj Shadi
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka

Sare Walion Ko Mehman Banaya Gaya
Gaus E Azam Ko Doolha Banaya Gaya

Meeran Ke Ghar Hai Shaadi, Aaye Wali Nabi Sab
Taiba Se Mustafa Bhi Tashreef Laa Rahe Hain
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

NazroN Ko Shoq E Deed Hai Mangton Mai Jashan E Eid Hai

Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

Bazm E Qaun O Makan Ko Sajaya Gaya Aaj Salleh Ala
Saiban Rehmaton Ka Lagaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ambiya Auliya Ko Bulaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn E Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala

Ibn E Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn E Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn E Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala

Urs Hai Aaj Mehboob E Subhan Ka Marhaba Marhaba

Aao Dewano Muradien Apni Apni Maang Lo
Urs Hai Aaj Mehboob E Subhan Ka Marhaba Marhaba
Jholian Har Sawali Ki Bhar Jayein Gi
Dar Sakhi Ka Khula Hai Ataa Ke Liye
Urs Hai Aaj Mehboob E Subhan Ka Marhaba Marhaba

Aasna Manzalat Kis Ka Aiwaan Hai Wah Kiya Shan Hai
Aaj Khalq E Khuda Kis Ki Mehman Hai Wah Kya Shan Hai
La Takhaf Kis Ka Mash’hoor Farman Hai Wah Kya Shan Hai
Bil Yaqeen Wo Shahn’shaah E Jeelan Hai Wah Kya Shan Hai

Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba

Har Taraf Aaj Rehmat Ki Barsaat Hai Wah Kya Baat Hai
Aaj Khulne Pe Qufl E Mohimaat Hai Wah Kya Baat Hai
Chaar Soo Jalwa Araaiye Zaat Hai Wah Kya Baat Hai
Koi Bharne Pe Kashkol E Haajaat Hai Wah Kya Baat Hai
Aao Faqiron Aao Jholi Ko Apni Bhar Lo
Koi Bharne Pe Kashkol E Haajaat Hai Wah Kya Baat Hai

Ye Waqt Hai Karam Ka Sarkar Karam Farmatein Hain
Aao Koi Bharne Pe Kashkol E Haajaat Hai Wah Kiya Baat Hai
Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba

Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba

Gulshan E Mustafa Ki Phaban Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shah E Abraar Ki Anjuman Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Rooye Gul Dasta E Panjtan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shaan E Aal E Hussain O Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai

Shaan E Aal E Hussain O Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shaan E Aal E Hussain O Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai

Sarmadi Rang Hai Is Gulistan Ka Marhaba Marhaba
Do Larre Ki Zameen Kitni Masood Hai Khitta E Jood Hai
Pir Mehr E Ali Jis Mein Maujood Hai Khitta E Jood Hai

Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali
Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali
Koi Kisi Ka, Koi Kisi Ka Mere
Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali

Majnoon Ko Mili Laila, Yousuf Ko Zulaikha Aur Mujh Ko Mere
Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali, Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali

Khiyal Apna Apna Pasand Apni Apni Mere To Hai
Pir Mehr E Ali Pir Mehr E Ali

Pir Mehr E Ali Jis Mein Maujood Hai Khitta E Jood Hai

Do Larre Ki Zameen Kitni Masood Hai Khitta E Jood Hai
Pir Mehr E Ali Jis Mein Maujood Hai Khitta E Jood Hai
Kiya Haseen Manzar E Shan E Mahmood Hai Khitta E Jood Hai
Har Aayaan Ghamghosh E Mahmood Hai Khitta E Jood Hai

Auj Paya Hai Phir Cheez O Qaiwaan Ka Marhaba Marhaba

Sham E Toheed Dil Mein Jala Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Shah E Bat’ha Ki Khairat Paa Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Shaikh Ke Astane Pe Aa Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Aankh Mehr E Ali Se Mila Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo

Khud Pilane Pe Saqi Hai Jeelan Ka Marhaba Marhaba
Khud Pilane Pe Saqi Hai Jeelan Ka Marhaba Marhaba

Hai Adab Husan Ka Baank Pan Samne Ik Chaman Samne
Ahl E Tat’heer Hain Khaima Zan Samne PanjTan Samne
Hai Ye Rooaay Hasan Ki Phaban Samne Ya Hasan Samne
Jalwa Farma Hai Ghaus E Zaman Samne Zofigan Samne

Daikhiye Kya Bane Chashm E Hairan Ka Marhaba Marhaba

Shah E Jeelaan Ki Chaukhat Salamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
Naqsh E Paa Ka Chaman Pur Karamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
Khalate Ijtebaaze Be Qaamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
Sar Pe Walion Ka Taaj E Imamat Rahe Ta Qiyamat Rahe

Silsila Gaus E Azam Ke Faizaan Ka Marhaba Marhaba

Mazhar E Zaat E Rab E Qadeer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Karwaan E Karam Ke Ameer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Shah E Baghdad Peeran E Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Dastgeera Kar Mehr Tu Mehr Ali Te Tere Baaj Hai Kon Allah
Rasiaa Daa
Shah E Baghdad Peeraan E Peer Aap Hain

Mehr Hai Sari Ali Di Shak Na Reh Gaya Ik Tarah
Karam Kita Gaus E Azam Sadaan Sardian Walian
Shah E Baghdad Peeraan E Peer Aap Hain

Shah E Baghdad Peeran E Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Shah E Baghdad Peeran E Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Kis Naseer E Ali Ke Naseer Aap Hain Dastgeer Aap Hain

Koi Hamsar Nahin Aap Ki Shan Ka Marhaba Marhaba
Koi Hamsar Nahin Aap Ki Shan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics In Hindi

अल्लाह रे क्या बरगाह ए ग़ौस जले है
बगीचे को झुके हुए एक एक वाली है
हर गाम पे सजदे की तमन्ना है जबीन को
ये किस का दार ए नाज़ है ये किस की गली है
अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा
अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा

सजदे जहां पे करते हैं आ के फरिश्ते:
अस्तन है ये किस का

मलाइक सर झुकते हैं वाली आंखें बिचतें हैं
देखो
अस्तन है ये किस का

अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा
अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा

सकलैन अस्ति के रूप में नी बरगाह ए हज़रत ए ग़ौस
नक़दे कमर हैदर ओ नसल ए हसनैन अस्ति
मदरश हुसैनी नसबस्त ओ पिदाराय ऊ
ज़ौलाद ए हुसैन यानि करीम उल अबवानैन अस्ति
अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा

झुकी बहर ए इबादत जब शाह ए बगदाद के दार परी
अजब तौकीर ए सजदा अपनी पैशानी में दाइखी है

अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा
अस्तान है ये किस शाह ए ज़ेशान का मरहबा मरहबा

कलाब हैबत से लारज़ान है इंसानों का मरहबा मरहबा
है असर बज़्म पर किस के फैजान का मरहबा मरहबा
घर बसादे मेरी चश्मा ए वेराण का मरहबा मरहबा
चांद निकला हसन के शबिस्तान का मरहबा मरहबा

सर की ज़ीनत अम्मा है इरफ़ान का मरहबा मरहबा
जुब्बा तन पर मुहम्मद के एहसान का मरहबा मरहबा
रंग आंखों में जहर काई फैजान का मरहबा मरहबा
रूप चेहरे पे आयत ए क़ुरान का मरहबा मरहबा

रूप चेहरे पे आयत ए क़ुरान का मरहबा मरहबा
रूप चेहरे पे आयत ए क़ुरान का मरहबा मरहबा
सज के बेथा है नौशाः जीलन का मरहबा मरहबा

नगर नगर में करो मुनादी
है शाह ए जीलन की आज शादी
सज के बेथा है नौशाह जीलन का

सारे वालियों को महमान बनाया गया
गौस ए आजम को दूल्हा बनाया गया

मीरां के घर है शादी, आए वाली नबी सब
तैयबा से मुस्तफा भी तशरीफ ला रहे हैं
सज के बेथा है नौशाः जीलन का मरहबा मरहबा

नज़रों को शोक ए काम है मांगतों में जशन ए ईद है

सज के बेथा है नौशाः जीलन का मरहबा मरहबा

बज़्म ए कौन ओ मकान को सजया गया आज सल्लेह अल
सैबन रहमातों का लगा गया आज सल्लेह अला
अंबिया औलिया को बुलाया गया आज सल्लेह अल
इब्न ए ज़हरा को दूल्हा बनाया गया आज सल्लेह अल

इब्न ए ज़हरा को दूल्हा बनाया गया आज सल्लेह अल
इब्न ए ज़हरा को दूल्हा बनाया गया आज सल्लेह अल
इब्न ए ज़हरा को दूल्हा बनाया गया आज सल्लेह अल

उर्स है आज महबूब ए सुभान का मरहबा मरहबा

आओ दीवानो मुरादियन अपनी अपनी मांग लो
उर्स है आज महबूब ए सुभान का मरहबा मरहबा
झोलियां हर सांवली की भर जाये जी
दार सखी का खुला है आया के लिए
उर्स है आज महबूब ए सुभान का मरहबा मरहबा

आसन मंज़लत किस का ऐवान है वह किया शान है
आज खाल ए खुदा किस की महमान है वह क्या शान है
ला तखफ किस का मशहूर फरमान है वह क्या शान है
बिल याक़ीन वो शाहनशाह ए जीलन है वह क्या शान है

हक दिया जिस को क़ुदरत ने ऐलन का मरहबा मरहबा
हक दिया जिस को क़ुदरत ने ऐलन का मरहबा मरहबा
हक दिया जिस को क़ुदरत ने ऐलन का मरहबा मरहबा
हक दिया जिस को क़ुदरत ने ऐलन का मरहबा मरहबा

हर तारफ आज रहमत की बरसात है वह क्या बात है
आज खुलने पे कुफल ए मोहिमात है वह क्या बात है
चार सू जलवा अराई जात है वह क्या बात है
कोई भरने पे कशकोल ए हाजत है वह क्या बात है
आओ फकीरों आओ झोली को अपनी भर लो
कोई भरने पे कशकोल ए हाजत है वह क्या बात है

ये वक्त है करम का सरकार करम फरमाते हैं
आओ कोई भरने पे कशकोल ए हाजात है वह किया बात है
जगने को मुक़द्दर है इंसान का मरहबा मरहबा
जगने को मुक़द्दर है इंसान का मरहबा मरहबा

जगने को मुक़द्दर है इंसान का मरहबा मरहबा
जगने को मुक़द्दर है इंसान का मरहबा मरहबा

गुलशन ए मुस्तफा की फबन और है ये चमन और है
शाह ए अबरार की अंजुमन और है ये चमन और है
रूये गुल दस्ता ए पंजतान और है ये चमन और है
शान ए आल ए हुसैन ओ हसन और है ये चमन और है

शान ए आल ए हुसैन ओ हसन और है ये चमन और है
शान ए आल ए हुसैन ओ हसन और है ये चमन और है

सरमदी रंग है गुलिस्तान का मरहबा मरहबा
दो लरे की ज़मीन कितनी मसूद है खट्टा ए जोड़ा है
पीर मेहर ए अली जिस में मौजूद है खट्टा ए जोड़ा है

पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली
पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली
कोई किसी का, कोई किसी का मेरे
पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली

मजनू को मिली लैला, युसूफ को जुलेखा और मुझे को मेरे
पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली, पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली

ख्याल अपना अपना पसंद अपनी अपनी मेरे तो है
पीर मेहर ए अली पीर मेहर ए अली

पीर मेहर ए अली जिस में मौजूद है खट्टा ए जोड़ा है

दो लरे की ज़मीन कितनी मसूद है खट्टा ए जोड़ा है
पीर मेहर ए अली जिस में मौजूद है खिता ए जोड़ा है
किया हसीन मंजर ए शान ए महमूद है खिता ए जुद है
हर आया गमघोष ए महमूद है खित्ता ए जोड़ है

औज पाया है फ़िर चीज़ ओ क़ैवान का मरहबा मरहबा

शाम ए तोहीद दिल में जला कर पियो दिल लगा कर पियो
शाह ए बताया की खैरात पा कर पियो दिल लगा कर पियो
शेख के अस्ताने पे आ कर पियो दिल लगा कर पियो
आंख मेहर ए अली से मिला कर पियो दिल लगा कर पियो

खुद पिलाने पे साकी है जीलन का मरहबा मरहबा
खुद पिलाने पे साकी है जीलन का मरहबा मरहबा

है अदब हुआ


Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics

Read or download Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics in Roman Urdu,Hindi and English.

Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka is one of the best Qawwali by Nusrat Fateh Ali Khan.

You can listen to this Qawwali online or download MP3 from this site.

Popular Tags
  • Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics
  • Lyrics of Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka
  • Aastan Hai Yeh Kis Shah E Zeshan Ka Lyrics Download

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.