Main Bhi Roze Rakhunga MP3 Download
Main Bhi Roze Rakhunga Mp3 Naat By Hammad Roohani
Listen online or download this beautiful naat sharif in the beautiful voice of Hammad Roohani.
Main Bhi Roze Rakhunga is a naat recited by Hammad Roohani. Listen this naat online or download in mp3 format from thenaatsharif.com
Main Bhi Roze Rakhunga is one of the best mp3 naat by Hammad Roohani.
Main Bhi Roza Rakhunga MP3 Free Download
To download this beautiful Ramzan kalam please click on the below image:
Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Main bhi to musalman hun chhota sa hun lekin
Hukm tera ya rab mere liye bhi hai
Man sama ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu ma taqaddama min zambihi
Ya Allah taufiq de
Roze agar momin rakhe sawab ki niyat se
Taraweeh agar momin padhe sawab ki niyat se
Mitte gunah uske pichhle sare
Ye parwana ya rab mere liye bhi hai
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Zikr-o-tilawat se khudaya qurb tera paaun
Zod-o-sikhawat se khudaya lutf tera paaun
Nekiyon ka mausam hai ye kyun na hissa dalun
Jannat ka sauda ya rab mere liye bhi hai
Man sama ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu ma taqaddama min zambihi
Ya Allah taufiq de
Maghfirat mango ruhani rab se tum din raat
Karta jahannum se wo bari bandon ko la tadad
Mere bhi gunah bahut hain de mujh ko najat
Mafi ka ailan ya rab mere liye bhi hai
Main bhi roze rakhunga ya Allah taufeeq de
Namazen padhne jaaunga ya Allah taufeeq de
Popular Tags
- Mai Bhi Roze Rakhunga Mp3 Naat
- Mai Bhi Roze Rakhunga Mp3 Download
- Download Mai Bhi Roze Rakhunga in Mp3
- Hammad Roohani Mp3 Naats
- Download Hammad Roohani Mp3 Naat “Main Bhi Roze Rakhunga
“