Are you searching for the Jaga Ji Lgane Ki Dunya Nahi Hai Mp3 Download? Presenting you the jaga ji lagane ki dunya nahi hai naat in the beautiful voice of Hafiz Tahir Qadri you can Play online or download the audio at 320kbps for free.

Download Now

Jaga Ji Lgane Ki Dunya Nahi Hai Naat Lyrics

Anokhi Waza Hai Saray Zamanay Say Niralay Hain Yeh Aashiq Kaunsi Basti Kay Yaa Rab Rehnay Walay Hain Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Jahan Main Hain Ibrat Kay Har Su Namoonay Magar Tujhko Andha Kiya Rang-o-Bu Nay Kabhi Ghaur Say Bhi Yeh Dekha Hai Tu Nay Jo Maamoor Thay Wo Mehel Ab Hain Sooonay Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Milay Khaak Main Ahl-e-Shaan Kesay Kesay Makeen Ho Gaye La Makaan Kesay Kesay Huey Namwar Bay Nishaan Kesay Kesay Zameen Kha Gayee NauJawan Kesay Kesay Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Zameen Kay Huey Log Paiwand Kya Kya Maluk-o-Huzur-o-Khudawand Kya Kya Dikhaye Ga Tu Chand Roz Kya Kya Ajal Nay Picharray Tan-o-Mand Kya Kya Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Ajal Nay Na Kisra Hi Chora Na Daara Isi Say Sikandar Sa Fateh Bhi Hara Har Aik Chor Kay Kya Kya Hasrat Sidhara Parra Reh Gaya Sab Yahin Khaat Sara Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Tujhay Pehlay Bachpan Nay Barson Khilaya Jawani Nay Phir Tujhko Majnoon Banaya Burr'haapay Nay Phir Aa Kay Kya Kya Sataya Ajal Tera Kar Day Ge Bilkul Safaya Yehi Tujhko Dhun Hai Rahun Sab Say Bala Ho Zeenat Nirali Ho Fashion Nirala Jiya Karta Hai Kya Yunhi Marnay Wala Tujhay Husn-e-Zahir Nay Dhokay Main Dala Wo Hai Aaish-o-Ishrat Ka Koi Mehel Bhi Jahan Taak Main Khari Ho Ajal Bhi Bas Ab Is Jahalat Say Tu Nikal Bhi Yeh Tarz-e-Maishat Ab Apna Badal Bhi Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Yeh Duniya-e-Fani Hai Mehboob Tujhko Hui Wah Kya Cheez Marghub Tujhko Nahin Aqal Itni Bhi Majzoob Tujhko Samajh Lena Ab Chahiye Khoob Tujhko Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Burr'hapay Say Paa Kar Payam-e-Qaza Bhi Na Chaunka Na Cheeta Na Samnbhla Zara Bhi Koi Teri Ghaflat Ki Hai Inteha Bhi Junoon Chor Kar Apnay Hoshon Main Aa Bhi Jab Is Bazm Say Chal Diye Dost Aksar Aur Uthtay Chalay Ja Rahay Hain Baraabar Har Waqt Paish-e-Nazar Hai Yeh Manzar Yahan Par Tera Dil Behelta Hai Kionkar Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai Yeh Ibrat Ki Jaa Hai Tamasha Nahin Hai Jahan Main Kahin Shor-e-Maatam Bapa Hai Kahin Fikr-o-Faqah Say Aah-o-Baqa Hai Kahin Shikwa'Jor-o-Makr-o-Dawa Hai Gharz Har Taraf Say Yehi Bas Sada Ha Jaga Ji Lgane Ki Dunya Nahi Hai MP3 Download

About Hafiz Tahir Qadri

Hafiz Tahir Qadri Naats Mp3 Download

Are you looking for Hafiz Tahir Qadri Naats Mp3 Download? On this page, you will get Haifz Tahir Qadri All Naats, Nasheed, Manqabat, and Kalam Audio which you can download at 320kbps for free.
  1.     Biography:

    • Hafiz Tahir Qadri, born on 9 January 1987, was a celebrated Pakistani Naat Khawan.
    • His soulful renditions of naats have made him a beloved figure among believers, earning him fame for his dedication and musical talent.
  2. The Soulful Renditions of Hafiz Tahir Qadri:

    • Hafiz Tahir Qadri is known for his beautiful naats, musical expressions of love and reverence for Prophet Muhammad.
    • His devotion shines through in each note, creating a serene and uplifting atmosphere for listeners.
  3. Global Recognition and Album Releases:

    • Hafiz Tahir Qadri's talent transcends borders, and he has performed globally, spreading the message of peace and love.
    • His albums have become a source of inspiration, with listeners finding solace in the spiritual connection fostered by his melodious naats.
  4. TheNaatSharif.com: Your Gateway to Tahir Qadri's Naats:

    • Experience the beauty of Hafiz Tahir Qadri's naats by visiting TheNaatSharif.com.
    • The website provides a user-friendly platform where you can explore and download a variety of naats in mp3 format, making it easy for enthusiasts to enjoy his soulful renditions.
  5. The Devotion and Inspiration Within Tahir Qadri's Naats:

    • Tahir Qadri's naats are not just songs; they are expressions of devotion and a celebration of Prophet Muhammad's teachings.
    • Each naat carries a message of love, peace, and spirituality, leaving a lasting impact on the hearts of those who listen.
  6. A Legacy of Musical Dedication:

    • Hafiz Tahir Qadri's legacy lies in his unwavering dedication to using his musical talent for a higher purpose.
    • His naats continue to inspire and connect believers, creating a bridge between the earthly and the divine.
  7. Conclusion: Immerse Yourself in Tahir Qadri's Melody:

    • Explore the enchanting world of Hafiz Tahir Qadri's naats on TheNaatSharif.com, where devotion meets melody.
    • Immerse yourself in the soul-stirring renditions that celebrate the life and teachings of Prophet Muhammad, leaving you with a sense of peace and spiritual connection.
In the realm of naats, Hafiz Tahir Qadri stands as a beacon of musical devotion. Visit TheNaatSharif.com to experience the beauty of his naats, where the artist's dedication and talent harmonize with the convenience of the online platform. [caption id="" align="aligncenter" width="172"]Hafiz Tahir Qadri Mp3 Naats Download 2024 Hafiz Tahir Qadri Mp3 Naats Free Download 2024[/caption]