Naat Title Noor E Ramzan
Naat Artist Farhan Ali Waris
Click Here To Download Noor E Ramzan Lyrics

Noor E Ramzan Lyrics

“SHUKR-E-KHUDA KRO
MAHE RAHMAN AA GAYA
TAQSEEM KARNE NAIMATEIN
RAMZAAN AA GAYA”

ALLAH TERA HAI EHSAAN
ROOZE NAMAZEIN AUR QURAAN
HAI YEH SAB ROOH-E-EMAAN
NOORE RAMdAN…6x

“ILLM MASHROOT HAI AMAL SE
PAR YEH HASIL HOTA HAI JAB
KOSHISH KI JAYE DIL SE”

ILLM O ADAB SIKHLAYEIN GE
DEEN E KHUDA PHELAYIEN GE
MASJID MEIN BHI JAYEIN GE
HAMD-O-NAAT SUNAYEIN GE
ALLAH TERA HAI EHSAAN
TUNE BADHADI SAB KI SHAAN
AAYA HAI BAN KE MEHMAAN
NOOR E RAMZAN…6x

“DEEN E ISLAAM MUHABBAT KA PAYAAM
ALLAH KA INAAM KHALIQ KA HAI PAIGHAAM”

KAISI HAWA E ISHQ CHALI
KHATM HUWI NAFRAT DIL KI
BAANT RAHE HAIN PYAAR SABHI
SEHRI HO YA AFTARI
ALLAH TERA HAI EHSAAN
EK HUWE SAARE INSAAN
SAAJ GAYA GHAR GHAAR DASTAAR KHUWAAN
NOOR E RAMZAAN
NOOR E RAMZAAN
NOOR E RAMZAAN
NOOR E RAMZAAN
NOOR E RAMZAAAN
NOOR ERAMZAAAN

MERI KHATIR KHUDA
TUNE KIYA KYA KIYA
TUNE KHUSHIYON SE DAAMAN
MERA BHAR DIYA
AUUR BADLE MEIN MAINE
TUJHE KIYA DIYA
IN GUNAAHON PE DIL
RO RAHA HAI MERA
MAINE MAAN BAAP KA
HAQ ADAA NA KIYA
TERE BANDON KA DIL BHI
DUKHAYA BADHA
NA HI KHAIRAAT KI
NA HI SADQA DIYA
SIRF APNE HI BAARE MEIN
SOOCHA KIYA
NA NAMAAZEIN PARHEEN
NA HI ROZA RAKHA
AUR IBADAAT KA HAQ
ADAA NA HUWA
PHIR BHI TUNE KARAAM
APNA JAARI RAKHA
TU SAKHHI HAI BADA
TU SAKHHI HAI BAADAA
MAIN PASH-E-MAAN HUN
REHEM KAR DE KHUDA
REHEM KAR DE KHUDA
REHEM KAR DE KHUDA

HAI YEH BAKHSHISH KA SAMAAN
SAJDE MEIN HAI HAR INSAAN
KIYA SAJJAAD AUUR KIYA FARHAAN
NOOR E RAMZAAN..6x


Noor E Ramzan Lyrics

Noor E Ramzan is one of the best Naat by Farhan Ali Waris.

You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Noor E Ramzan

Read or download lyrics of Noor E Ramzan in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Noor E Ramzan Lyrics
  • Lyrics of Noor E Ramzan
  • Noor E Ramzan Lyrics Download
  • Download Lyrics of Noor E Ramzan
  • Noor E Ramzan Lyrics By Farhan Ali Waris

Disclaimer

This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.