Are you looking for Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam MP3 Download? Presenting you the Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Naat by Atif Aslam which you can play online or download at 320kbps for free.

Atif Aslam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam is one of the best audio naat, which you can download at 320kbps by clicking the download button.

Download Now

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Mehre Charkhe Nubuwwat Pe Roshan Durood Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakhon Salaam Shahre Yaare Iram Tajdar E Haram Nou Bahaare Shafa'at Pe Lakhon Salam Shab e Ashra Ke Dulha Pe Daa'im Durood Nausha E Bazme Jannat Pe lakhon Salaam Door o Nazdeek Ke Sunne Wale Woh Kaan Kaan e Laal e Karaamat Pe Lakho Salaam Jis Ke Maathe Safa'at Ka Sehra Raha Us Jabeen E Sa'adat Pe Lakhon Salaam Jis Ke Sajde Ko Mehraab e Kaba Jhuki Unn Bhavo Ki Latafat Pe Lakhon Salam Jis Taraf Uth Gayi Dam Mein Dam Aagaya Us Nigah e Inaayat Pe Lakhon Salaam Jis Se Taarek Dil Jagmagaane Lage Us Chamak Wali Rangat Pe Lakhon Salam Wo Zabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji Kahe Uski Naafiz Huqumat Pe Laakho Salaam Jis Ki Taski Se Rote Hue Hans Pare Us Tabassum Ki Aadat Pe Lakhon Salam Jisko Baare Do Aalam Ki Parwah Nahi Aise Baazoo Ki Quwwat Pe Lakhon Salam Kul Jahan Milk Aur Jau Ki Roti Ghiza Us Shikam Ki Qana’at Pe Lakhon Salam Jis Suhaani Ghadi Chamka Taiba Ka Chand Us Dil Afroz Saa’at Pe Lakhon Salam Allah Allah Woh Bachpane Ki Phaban Us Khuda Bhaati Soorat Pe Lakho Salam Kisko Dekha Ye Moosa Se Pooche Koyi Aankh Waalo Ki Himmat Pe Laakhon Salaam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Uss Batool E Jigar Paara E Mustafa Jumla Aara E Iffat Pe Lakhon Salam Syeda Zahira Tayyaba Tahira Jaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakhon Salaam Woh Daso Jin Ko Jannat Ka Muzda Mila Us Mubarak Jama’at Pe Lakhon Salam Jin Ke Dushman Pe Laanat Hai Allah Ki Un Sab Ahle Mohabbat Pe Lakhon Salam Woh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida Sakar Uss Khuda Dost Hazrat Pe Laakhon Salaam Mustafa Jaane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Ghous E Azam Imam Ut Tuqa Wannuqa Jalwa E Shan E Qudrat Pe Lakhon Salam Shere Shamsheer-Jan Shah e Khaibar Shikan Partave Dost Qudrat Pe Lakhon Salam Jis Ki Mimbar Bani Gardane Auliya Us Qadam Ki Karamat Pe Lakhon Salam Hazrat E Hamza Shere Khuda Wa Rasool Zeenat E Qaadriyat Pe Laakhon Salaam Be Azaabo Aetaabo Hisaabo Kitaab Ta Abad Ahle Sunnat Pe Laakhon Salaam Mere Ustaad, Maa-Baap, Bhai Bahen Ahle Waldo Asirat Pe Lakhon Salam Kaash Mehshar Me Jab Unki Aamad Ho Aur Bheje Sab Unki Shauqat Pe Lakhon Salaam Arsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi Durood Farsh Ki Teebo Nuzhat Pe laakhon Salaam Noor E Ain E Latafat Pe Altaf Durood Zaibo Zaine Najaafat Pe Laakhon Salaam Sarve Naaz E Kidam Maghze Raaze Hikam Yakka Taaze Fazilat Pe Laakhon Salaam Nukta E Sirri Wahdat Pe Yakta Durood Markaze Daure Kasrat Pe Laakho Salaam Sahibe Raj'ate Shamso Saqqul Qamar Naib E Daste Qudrat Pe Laakho Salaam Jiske Zere Liwa Aadam o Man Siva Uss Sada E Siyadat Pe Laakhon Salaam Arsh Taa Farsh Hai Jiske Zere Nagee(n) Uski Qaahir Riyaasat Pe Laakhon Salaam Asle Har Bud o Bahbood Takhme Wajood Qasim E Kanze Ne'amat Pe Laakhon Salaam Fathe Baab E Nubuvvat Pe Behad Durood Khatme Daur E Risalat Pe Laakhon Salaam Sharke Anwaare Qudrat Pe Noori Durood Fat-he Az Haare Qurbat Pe Laakho Salaam Be-Saheemo Qasimo Adeelo Maseel Jouhar E Farde Izzat Pe Laakho(n) Salaam Sirre Ghaib E Hidayat Pe Ghaibi Durood Itre Jaibe Nihayat Pe Laakho Salaam Maahe Lahoote Khilwat Pe Lakhon Durood Shahe Naasoot E Jalwat Pe Lakhon Salam Hum Garibo Ke Aaqa Pe Behad Durood Hum Faqeero Ke Sarwat Pe Lakhon Salam Jis Ke Aage Sare Sarwaraa Kham Rahe Us Sare Taaje Rif’at Pe Lakhon Salaam Patli, Patli Gule Quds Ki Pattiyan Un Labon Ki Nazakat Pe Lakhon Salam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Woh Dahan Jiski Har Baat, Wahi-Aye Khuda Chash’maaey Ilmo Hikmat Pe Lakhon Salam Noor Ke Chasme Lehraye, Dariya Bahe Ungliyo Ki Karamat Pe Lakhon Salam Khaai Qur’aney Khaake Guzar Ki Qasam Us Kafe Paa Ki Hurmat Pe Laakho Salaam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Khalq Ke Daad Ras, Sab Ke Fariyaad Ras Kahfe Roze Musibat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme ‘Dana Hu’ May Gham Kum Ana Sharhe Matne Huyyat Pe Lakhon Salam Jis Se Khaarey KooWey Shiraaey Jaa Bane Us Zulaaley Halaawat Pe Lakhon Salam Mujh Se Khidmat Ke Qudsi Kahe Haan RAZA! Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam MP3 Download

About Atif Aslam

Atif Aslam MP3 Naats

Atif Aslam is a well-known singer, model, actor, host and naat khawan. He is the top and most debited one among others in Pakistan. He was born in Punjab in the wazirabad city. However, He spent most of his childhood in Rawalpindi Islamabad for the purpose of education. He has received a bachelor’s degree in computer science from PICS. Atif Aslam says he never ever had plans to adopt singing as a career. His very first album named “Jal Pari” was hit and it became the success door for atif. Hence Atif is a by chance and hit star of the century. Atif spends most of his time as a playback singer. Atif has been nominated a number of times in many award shows and has received a dozen of awards. He has also been awarded the Sitara-E-Imtiaz by the state of Pakistan in 2008. Atif is a very sober and decent guy. He has a God gifted voice which he honestly uses wherever needed. He has a distinction of receiving appearance less fame in Bollywood too, where his sung songs are portrayed in a number of hit movies and videos. He has made many guest appearances in a number of dramas and movies. His lead role in the top hit movie “Bol” is an addition to all his success lines. Atif’s naats and hamds are also greatly appreciated in and out of the country. His magnificent “tajdaare- haram” is among one that will be listened to for years and centuries. It received a million views and made new records in history. His latest remake of “Wohi khuda hai” has been recorded by coke studio in 2019 that also hit the records.

Listen online or download the huge collection of latest MP3 naats in the superb vocals of Atif Aslam