Naat Title Mere Aaqa Madine Mein
Naat Artist Ahmed Raza Qadri
Click Here To Download Mere Aaqa Madine Mein Lyrics

Mere Aaqa Madine Mein Lyrics

Mere Aaqa Madine Mein Naat Lyrics
*********************************
Ek Baar Hi Dikhado Aaqa (saw) Mujhe Madina
Beshak Bana Lo Aaqa Mehman Do Ghadi Ka

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Tarasti Hain Meri Ankhen Mujhe Rauza Dikha Dijiye

Mere Aaqa Madine Main Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Mehakti Hai Wo Rahen Jinse Aaqa Aap Hain Guzre
Mujhe Bhi Un Gali Koochon Main Rahne Ki Jagah Dijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Ladi Saanson Ki Ye Aaqa Na Jaane Kab Bikhar Jaye
Bula Lijiye Madeene Aur Qadmon Mein Basa Lijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Dukhon Ne Gher Rakha Hai Ghamon Ki Dhoop Hai Sar Par
Thikana Gumbad-e-khazra Ke Saaye Mein Ata Kijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Mawaja Samne Ho Jis Ghadi Ye Dam Nikal Jaye
Baqiye Paak Hi Aaqa Mera Madfan Bana Dijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Aqeedat Se Bina Naalain Jis Dar Sayyadah (ra) Aayi
Mujhe Bhi Sayyidu Shohda Ki Wo Choukhat Dikha Dijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Kabhi Main Jaliyan Thamun Basa Kar Panjtan Dil Me
Ali (ra) Aur Fatima Hasnain (ra) Ka Sadqah Ata Kijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye

Sitaron Kahakashaon Se Madeene Ki Ghubar Acchhi
Moyassar Ho Agar Qatib To Aankhon Se Laga Lijiye

Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
Mere Aaqa Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Lijiye
**********************************************
Full HD* New Hajj 2017 Naat “Meray AAQAﷺ” | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Released By ARQ Records
Artist : Hafiz Ahmed Raza Qadri
Track : MERAY AAQA (PBUH)
Poet : Yousaf Hussain Katib


Mere Aaqa Madine Mein Lyrics

Mere Aaqa Madine Mein is one of the best Naat by Ahmed Raza Qadri.

You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Mere Aaqa Madine Mein

Read or download lyrics of Mere Aaqa Madine Mein in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Mere Aaqa Madine Mein Lyrics
  • Lyrics of Mere Aaqa Madine Mein
  • Mere Aaqa Madine Mein Lyrics Download
  • Download Lyrics of Mere Aaqa Madine Mein
  • Mere Aaqa Madine Mein Lyrics By Ahmed Raza Qadri

About Ahmed Raza Qadri

Ahmed Raza Qadri Naats Mp3 Download

Hafiz Ahmed Raza Qadri: The Melodious Voice of Devotion – Biography and Naats at TheNaatSharif.com"

Introduction:

  • Hafiz Ahmed Raza Qadri: World Renowned Naat Reciter, Writer, Composer, and Nasheed Artist from Lahore, Pakistan.
  • Loved globally for his melodious voice and unique style of expressing love for Prophet Muhammad (PBUH).
  • Explore his diverse collection of Naat Sharif on TheNaatSharif.com, including Naats, Noha, Qawwali, Manqabat, Nasheed, Kalam, and Hamd.

Biography:

  • Hafiz Ahmed Raza Qadri hails from Lahore, Pakistan.
  • Accomplished Naat Reciter, Writer, and Composer.
  • Privileged with an Islamic background and studied Nasheeds "Hamd o Naat" from renowned Naat Legends.
  • Grandfather, Sheikh Siddique Chishti (R.A), was one of the World’s Most Famous Naat reciters.

Achievements:

  • Won 1st position in numerous competitions during his student life.
  • Participated in National Competitions in Pakistan from school, college, and Islamic institutions.
  • Awarded the prestigious title of "MOST DIVINE NAATKHAWAN OF THE WORLD."

Artistic Journey:

  • Known for his unique style of reciting Naat Sharif, expressing profound love for Prophet Muhammad (PBUH).
  • A melodious voice that resonates with audiences worldwide.

Diverse Collection on TheNaatSharif.com:

  • TheNaatSharif.com offers a vast variety of naats, Noha, Qawali, Manqabat, nasheed, kalam, and Hamd by Hafiz Ahmed Raza Qadri.
  • Immerse yourself in the spiritual journey through his soul-stirring renditions.

Global Recognition:

  • Loved across the world for his devotion and artistry.
  • His naats touch hearts and inspire millions globally.

Listen to All Varieties on TheNaatSharif.com:

  • TheNaatSharif.com is your one-stop destination to listen to all varieties of Islamic recitations, including naats, Noha, qawali, manqabat, nasheed, kalam, and Hamd.
  • Experience the rich diversity of Islamic music and devotion.
[caption id="" align="aligncenter" width="190"]Ahmed Raza Qadri Naats Mp3 Download Ahmed Raza Qadri Mp3 Naats[/caption]

About Ahmed Raza Qadri Naats List

Here is the list of the Ahmed Raza Qadri Naats which you can download for free from this page.
  1. Aa Gaye Sarkar
  2. Aamna Ka Laal Aaya
  3. Aap Ki Naatain
  4. Allah Allah Nabi Ka Gharana
  5. Chamak Tujhse Paate Hain Sab Pane Wale
  6. Gunahon Ki Aadat Chura Mere Maula
  7. Habib-e-Khuda Ka Nazara Karoon Main
  8. Jashan-e-Amad-e-Rasool
  9. Madine Ki Hasrat Ke Qurban Main
  10. Main Lajpalan De Lar Lagiyan
  11. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hui Hai
  12. Muhammad Ka Roza
  13. Mustafa Jaane Rehmat Pe Lakhon Salam
  14. Sarkar Ki Aamad Marhaba
  15. Sarkar Madina Se Nisbat Ho To Aisi Ho
  16. Tajdar-e-Haram
  17. Teri Rehmato Ka Dariya Sare Aam Chal Raha Hai
  18. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho
  19. Ya Nabi Salam Alaika
  20. Zameen-o-Zaman Tumhare Liye
  21. Aye Sabz Gumbad Wale
  22. Dil Mein Ishq-e-Nabi Ki Ho Aisi Lagan
  23. Gul Uz Rukh Tere
  24. Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho
  25. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar
  26. Madine Ka Safar Hai Aur Main
  27. Mujhko Taiba Mein Bulalo
  28. Rab Farmaya Mehbooba
  29. Sarkar Tawaju Farmain
  30. Teri Shaan Jalla Jalaluhu
  31. Ya Rasool Allah Tere Chahne Walon Ki Khair
  32. Allah Hoo Allah Hoo
  33. Choti Si Zindagi Hai
  34. Dar-e-Nabi Par Ye Umar Beetay
  35. Hum Faqiron Ko Madine Ki Gali Achi Lagi
  36. Main Madine Chala
  37. Mere Nabi Ka Naam
  38. Sarkar Ka Nokar Hun
  39. Shahe Madina Naat
  40. Ya Mustafa Ata Ho Phir Izn Hazri Ka

Conclusion:

  • Hafiz Ahmed Raza Qadri, a prominent Naat Reciter and Nasheed Artist, continues to captivate audiences with his melodious voice and profound love for Prophet Muhammad (PBUH).
  • Explore the extensive collection of his naats and various Islamic recitations on TheNaatSharif.com, where spirituality meets artistry, offering a unique and enriching experience for all.