Noha Title | Deti Tujhko Main Kafan |
---|---|
Noha Artist | Adeeb Zaidi |
Click Here To Download Deti Tujhko Main Kafan Lyrics |
Haye Husain Haye Husain
Haye Husain Haye Husain
Lash E Shabbir Pe Maqtal Me Ye Zainab Ne Kaha
Deti Tujhko Mai Kafan Hoti Gar Sar Pe Rida
Ek Sina Par Sar E Shabbir Hai -2
Ek Par Hai Rida
Deti Tujhko Mai Kafan Hoti Gar Sar Pe Rida
1 – Behne’n Baghi Ki Hain Keh Kr Wo Rulate The Hmen
Maar Kr Naiz E Kamar Par Wo Girate The Hmen
Khaak Se Sar Ko Chhupaya Hai
Bana Kar Parda
2) Na Hi Qasim Hai Na Abbas O Ali Akbar Hain
Qaid Hain Ahle Haram Lash Teri Be Sar Hai
Shamiyon Ne Ye Hmen Ajre Risalat Hai Diya
3) Maarne Durray Sakina Ko Laei’n Aate Hain
Sab Shaqi Mil K Yateemon Pe Sitam Dhaate Hain
Hanste Hain Rota Hmen Dekh K
Ye Ahle Jafa
4) Hai Rasan Kheechte Shaami Meri Chalne K Lie
Kis Tarah Chhodun Tujhe Dhoop Me Jalne K Liye
Be Kafan Bhai K Lashe Pe
Ye Karti Thi Buka
5 ) Nana Karti Hai Sitam Ham Pe Ye Ummat Teri
Nouha Padhti Rahi Ghurbat Ka Ye Aulad E Nabi
Bhai K Waste Zainab Ko
Kafan Tak Na Mila
6) Tujhko Royegi Behen Teri Jidhar Jayegi
Gham Tera Leke Behen Teri Guzar Jayegi
Umr Bhar Shams Ye Zainab Ne
Padha Hai Nouha
Deti Tujhko Main Kafan Hoti Gar Sar Pe Rida
Deti Tujhko Main Kafan Noha Details
Noha :Deti Tujhko Main Kafan
Reciter – Adeeb Zaidi (Aligarh) India
Poet – Shams Baltistani
Composition – Mohd Mosavi (Baltistan)
Audio Engr – Tirmah Zaidi (Al Baqei Studios)
Chorus – Own Rizvi & Team
Vocal Recordist – Navneet Kedar (Aligarh)
Adeeb Zaidi Nohay 2021-1443
Deti Tujhko Main Kafan Lyrics
Deti Tujhko Main Kafan is one of the best Noha by Adeeb Zaidi.
You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.
You can also read or download the lyrics of Deti Tujhko Main Kafan
Read or download lyrics of Deti Tujhko Main Kafan in roman urdu, urdu and english.
Disclaimer
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.
As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.